Search results
Saved words
Showing results for "baa'd"
Meaning ofSee meaning baa'd in English, Hindi & Urdu
English meaning of baa'd
Noun, Masculine, Preposition
Sher Examples
guftugū achchhī lagī zauq-e-nazar achchhā lagā
muddatoñ ke baad koī ham-safar achchhā lagā
guftugu achchhi lagi zauq-e-nazar achchha laga
muddaton ke baad koi ham-safar achchha laga
ġhurbat kī ThanDī chhāñv meñ yaad aa.ī us kī dhuup
qadr-e-vatan huī hameñ tark-e-vatan ke baad
ghurbat ki ThanDi chhanw mein yaad aai us ki dhup
qadr-e-watan hui hamein tark-e-watan ke baad
maiñ ronā chāhtā huuñ ḳhuub ronā chāhtā huuñ maiñ
phir us ke baad gahrī niind sonā chāhtā huuñ maiñ
main rona chahta hun KHub rona chahta hun main
phir us ke baad gahri nind sona chahta hun main
insāñ kī ḳhvāhishoñ kī koī intihā nahīñ
do gaz zamīñ bhī chāhiye do gaz kafan ke baad
insan ki KHwahishon ki koi intiha nahin
do gaz zamin bhi chahiye do gaz kafan ke baad
muddat ke baad ḳhvāb meñ aayā thā merā baap
aur us ne mujh se itnā kahā ḳhush rahā karo
muddat ke baad KHwab mein aaya tha mera bap
aur us ne mujh se itna kaha KHush raha karo
बा'द के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, पूर्वसर्ग
- पश्चात, उपरांत, (ज़माने के एतबार से) पीछे, पीछे का दौर, बाद वाला
بَعْد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، حرف جار
- موخر زمانہ، پیچھے کا دور
- (زمانے کے اعتبار سے) پیچھے، قبل کی ضد
Urdu meaning of baa'd
- Roman
- Urdu
- moKhar zamaana, piichhe ka daur
- .۱ (zamaane ke etbaar se) piichhe, qabal kii zid
Synonyms of baa'd
Antonyms of baa'd
Proverbs of baa'd
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baad, English meaning of bad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness, procrastination, retardation
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntazir
मुंतज़िर
.مُنتَظِر
expectant, one who waits
[ Muntazir aadmi ek ghante tak afsar ka intizar karne ke baad chala gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
za'iifa
ज़'ईफ़ा
.ضَعِیفَہ
old woman
[ Aslam ne der se muntazir za'ifa ko sadak paar karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
acompanion, associate, comrade, friend, ally
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon ki tanhaai mein rafiq rahte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
supplication, solicitation, petition, appeal, request
[ Budhi aurat ki iltija par police ne chor ko pakad kar chori ka maal baraamad kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'jiza
मो'जिज़ा
.مُعْجِزَہ
a miracle performed by a saint, or righteous man
[ Pagal aadmi ko thik kar ke buzurg faqir ne mujiza kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehsaan
एहसान
.اِحْسان
do (someone) a good turn in return for his favour
[ Ehsan ka bakhan karne wale insan ka ehsan kaun manega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mansuuba
मंसूबा
.مَنصُوبَہ
plan, scheme, project
[ Hukumat ne ek panch formulai mansuba shuri kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hazyaan
हज़्यान
.ہَذْیان
frivolous talk, vain, useless, words, nonsense
[ Ek hi shaer ka ek kalam mojiza malum hota hai aur dusra hazyan ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bar-aamad
बर-आमद
.بَرْ آمد
recovery
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zewarat bar-aamad kar liye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (baa'd)
baa'd
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone