Search results
Saved words
Showing results for "naaKHun dekhnaa"
Meaning ofSee meaning naaKHun dekhnaa in English, Hindi & Urdu
Origin: Hindi
Root word: naaKHun
English meaning of naaKHun dekhnaa
Compound Verb, Quote
- looking at the nail, to control the laughter, (it is said that when there is a lot of laughter, looking at the nail stops laughter, maybe attention is lost)
नाख़ुन देखना के हिंदी अर्थ
यौगिक क्रिया, कथन
- नाखू़न की तरफ़ नज़र डालना, हंसी नियंत्रण करना, (कहते हैं कि जब बहुत हंसी आ रही हो तो नाखू़न की तरफ़ देखने से हंसी बंद हो जाती है शायद ध्यान बट जाता है)
ناخُن دیکھنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل مرکب، قول
- ناخن کی طرف نظر ڈالنا، ہنسی ضبط کرنا، (کہتے ہیں کہ جب بہت ہنسی آرہی ہو تو ناخن کی طرف دیکھنے سے ہنسی بند ہو جاتی ہے غالباً دھیان بٹ جاتا ہے)
- (تصوف) کتب تصوف میں لکھا ہے جب انسان کو بہت ہنسی آئے تو ناخنوں کو دیکھنے لگے، ہنسی تھم جائے گی، سبب اس کا یہ لکھا ہے کہ جب حضرت آدم بہشت سے نکلے تھے تو جسم مبارک ایسا صاف اور روشن تھا جیسے ناخن، دنیا میں آکر رنگ بدلنا شروع ہوا اور اولاد کا رنگ بدلتے بدلتے ایسا ہوگیا کہ ظاہر ہے، جب انسان ناخنوں کو دیکھتا ہے تو روحانی آگاہی سے دل متنبہ ہوجاتا ہے اور افسوس میں ہنسی جاتی رہتی ہے
Urdu meaning of naaKHun dekhnaa
- Roman
- Urdu
- naaKhun kii taraf nazar Daalnaa, hansii zabat karnaa, (kahte hai.n ki jab bahut hansii aarhii ho to naaKhun kii taraf dekhne se hansii band ho jaatii hai Gaaliban dhyaan baT jaataa hai
- (tasavvuf) kutub tasavvuf me.n likhaa hai jab insaan ko bahut hansii aa.e to naakhuno.n ko dekhne lage, hansii tham jaa.egii, sabab is ka ye likhaa hai ki jab hazrat aadam bahisht se nikle the to jism mubaarak a.isaa saaf aur roshan tha jaise naaKhun, duniyaa me.n aakar rang badalnaa shuruu hu.a aur aulaad ka rang badalte badalte a.isaa hogyaa ki zaahir hai, jab insaan naakhuno.n ko dekhtaa hai to ruhaanii aagaahii se dil mutnabba hojaataa hai aur afsos me.n hansii rahtii huy
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nakhun dekhna
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariikii
तारीकी
.تارِیکی
darkness, obscurity
[ Tariki chhane se pahle sabhi bachche apne-apne ghar wapas ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musaddaqa
मुसद्दक़ा
.مُصَدَّقَہ
proved, confirmed
[ Koi bhi adalat ghair-musaddaqa jurm ki saza nahin de sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahvat
शहवत
.شَہْوَت
libido, licentiousness, lust, concupiscence, sensuality
[ Shahvat-parasti mein aadmi ko achchhe-bure ki tamiz nahin rahti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farhat
फ़रहत
.فَرْحَت
pleasure, delight, cheerfulness, joy
[ Chay ke ghunt jaise-jaise mere halaq se utar rahe the farhat mahsus ho rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shams
शम्स
.شَمْس
the sun
[ Chaudahvin ki raat mein chaand pure taab ke sath shams ke manind tariki ko maat de raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziyaabiitas
ज़ियाबीतस
.ذِیابِیطَس
diabetes, sugar
[ Akram ki dosti ziabitas ki tarah hamare khandan mein nasl-dar-nasl chalne wali hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
filhaal
फ़िलहाल
.فِی الْحال
as of now, now, at the moment
[ Filhaal, aap ki darkhvast par karravayi nahin ki ja sakti, lekin jald hi aap ko jawab de diya jayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raa.e-dihii
राय-दिही
.رَائے دِہی
voting
[ Raa.e-dihi ke dauran logon ko apne zamir ki awaz sun kar faisla karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mumtaaz
मुमताज़
.مُمتاز
illustrious, eminent, pre-eminent
[ Mumtaz shayar ki shayari mein alfaz ka jadu aur gahrayi aisi hai ki har ek ko mutaassir karti hai aur dilon mein ghar kar leti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mudarris
मुदर्रिस
.مُدَرِّس
teacher, schoolmaster
[ Professor Abdur Rasheed Sahab ek behtarin mudarris hain jo apne shagird ko na sirf ilm dete hain balki un ki zindagi ki rahnumayi bhi karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (naaKHun dekhnaa)
naaKHun dekhnaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone