Search results
Saved words
Showing results for "sair"
Meaning ofSee meaning sair in English, Hindi & Urdu
English meaning of sair
Noun, Feminine
- amusement, excursion, jaunt, recreation
-
excursion, tour, sightseeing, stroll, walk, perambulation
Example • Zindagi aur paisa donon sath den to aadami ko duniya ki sair karni chahiye
- jest, witticism
- recreation, amusement
- scene, view, spectacle
Sher Examples
ye sair hai ki dupaTTa uḌā rahī hai havā
chhupāte haiñ jo vo siina kamar nahīñ chhuptī
ye sair hai ki dupaTTa uDa rahi hai hawa
chhupate hain jo wo sina kamar nahin chhupti
sair kar duniyā kī ġhāfil zindagānī phir kahāñ
zindagī gar kuchh rahī to ye javānī phir kahāñ
sair kar duniya ki ghafil zindagani phir kahan
zindagi gar kuchh rahi to ye jawani phir kahan
sahrā se ho ke baaġh meñ aayā huuñ sair ko
hāthoñ meñ phuul haiñ mire paañv meñ ret hai
sahra se ho ke bagh mein aaya hun sair ko
hathon mein phul hain mere panw mein ret hai
سَیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- چلنا پھرنا، روانگی، رفتار، چال، حرکت، گردش
-
تفریح، گشت، ہوا خوری، ٹہلنا، چہل قدمی
مثال • زندگی اور پیسہ دونوں ساتھ دیں تو آدمی کو دنیا کی سیر کرنی چاہیے
- تماشہ، دل لگی، کیفیت، پر لطف واقعہ، ہنسی مزاق
- لطف، مزہ، خوشی
- نظارہ، مناظر، سین
- دید بازی، بہار، جوبن
- دیکھنا، دید
- مطعلعہ، کتب بینی، ملاحظہ
- دہلی میں برسات کا ایک میلہ جس میں پھول بیچنے والے بکژت ہوتے ہیں، پھول والوں کی سیر
- نمائش، پینٹھ، میلہ ٹھیلہ
- (تصوف) جذبہ الہیٰ جس سے مراہ ہے نقل کرنا، سالک کا ایک حال سے دوسرے حال میں اور ایک عقل سے دوسری عقل اور ایک تجلی سے دوسری تجلی اور ایک مقام سے دوسرے مقام طرف
Urdu meaning of sair
- Roman
- Urdu
- chalnaa phirnaa, ravaangii, raftaar, chaal, harkat, gardish
- tafriih, gashat, havaaKhorii, Tahalnaa, chahalaqadmii
- tamaashaa, dil lagii, kaifiiyat, par lutaf vaaqiya, hansii mazaaq
- lutaf, mazaa, Khushii
- nazaaraa, munaazir, sen
- diid baazii, bihaar, joban
- dekhana, diid
- mutaalaa, kutub biinii, mulaahizaa
- dillii me.n barsaat ka ek melaa jis me.n phuul bechne vaale bakZHat hote hain, phuul vaalo.n kii sair
- numaa.ish, penTh, melaa Thela
- (tasavvuf) jazbaa ilhaa jis se murraah hai naqal karnaa, saalik ka ek haal se duusre haal me.n aur ek aqal se duusrii aqal aur ek tajallii se duusrii tajallii aur ek muqaam se duusre muqaam taraf
Idioms of sair
Rhyming words of sair
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (sair)
sair
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone