Search results
Saved words
Showing results for "saada"
Meaning ofSee meaning saada in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
Tags: Figurative
English meaning of saada
Sher Examples
umr bhar likhte rahe phir bhī varaq saada rahā
jaane kyā lafz the jo ham se na tahrīr hue
umr bhar likhte rahe phir bhi waraq sada raha
jaane kya lafz the jo hum se na tahrir hue
us ke chehre kī chamak ke sāmne saada lagā
āsmāñ pe chāñd puurā thā magar aadhā lagā
us ke chehre ki chamak ke samne sada laga
aasman pe chand pura tha magar aadha laga
tū bhī saada hai kabhī chaal badaltā hī nahīñ
ham bhī saada haiñ isī chaal meñ aa jaate haiñ
tu bhi sada hai kabhi chaal badalta hi nahin
hum bhi sada hain isi chaal mein aa jate hain
hameñ bhī arz-e-tamannā kā Dhab nahīñ aatā
mizāj-e-yār bhī saada hai kyā kiyā jaa.e
hamein bhi arz-e-tamanna ka Dhab nahin aata
mizaj-e-yar bhi sada hai kya kiya jae
tere hote hue mahfil meñ jalāte haiñ charāġh
log kyā saada haiñ sūraj ko dikhāte haiñ charāġh
tere hote hue mahfil mein jalate hain charagh
log kya sada hain suraj ko dikhate hain charagh
सादा के हिंदी अर्थ
विशेषण
- कोरा, बिना लिखा हुआ, सरल, आसान, साधारण, भोला-भाला
- जिसमें एक ही तत्त्व हो या एक ही प्रकार के तत्त्व हों। जिसमें औरों का मेल या योग न हो। जैसे-सादा पानी।
- जिसमें किसी तरह की उलझन, झंझट, पेंच की बात या बनावट न हो। सरल। जैसे-सादा हिसाब।
سادَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- کسی شے یا صِفت سے خالی ، ناآلودہ ، عاری.
- زیبائش سے معرّا.
- کورا ، تحریر سے خالی ، بے لکھا (کاغذ وغیرہ).
- امرد ، سادہ رو ؛ (کنایۃً) ، معشوق.
- بے سلیقہ ، بے ہنر.
- بھولا بھالا ، نادان ، سیدھا ؛ صاف دل ، بے تکلف . معصوم.
- خالص ، بے میل ، آمیزش سے پاک.
- بغیر ترکاری کا (سالن وغیرہ).
- واضع ، غیر مُبہم.
- بیسط ، غیر مُرَکَب (جو اصلی حالت میں ہو).
- آسان ، جس میں پیچیدگی نہ ہو.
- غیر جذباتی ، حقیقت پر مبنی ، ٹھوس.
- . بے کیف ، بے رن٘گ ، پھیکا.
- تمباکو کی وہ قسم جس میں دوسرے اجزا کی آمیزش نہ ہو.
- ہاتھی کی ایک قسم یا ذات ، کم عمر ہاتھی.
Urdu meaning of saada
- Roman
- Urdu
- kisii shaiy ya sifat se Khaalii, na aaluuda, aarii
- zebaa.ish se maaraa
- koraa, tahriir se Khaalii, be likhaa (kaaGaz vaGaira)
- amrad, saadaa ro ; (kanaa.en), maashuuq
- besliiqaa, behunar
- bholaa bhaalaa, naadaan, siidhaa ; saaf dil, betakalluf . maasuum
- Khaalis, bemel, aamezish se paak
- bagair tarkaarii ka (saalan vaGaira)
- vaaze, Gair mubham
- baisit, Gair murkab (jo aslii haalat me.n ho)
- aasaan, jis me.n pechiidgii na ho
- Gair jazbaatii, haqiiqat par mabnii, Thos
- . be kaif, bairang, phiikaa
- tambaakuu kii vo qasam jis me.n duusre ajaza kii aamezish na ho
- haathii kii ek qism ya zaat, kama.umar haathii
Synonyms of saada
Antonyms of saada
Rhyming words of saada
Related searched words
saa.Da
(سلوتری) مویشی اور گھوڑے کے پھیپھڑے کی بیماری جس میں اس کا سیلہ جکڑ جاتا ہے اور سان٘س لینے میں ہانپتا ہے ، سنکا
saada-go
سادہ بات کہنے والا ، آسان کہنے والا ، شعر میں عام فہم پیرایہ بیان اور آسان زبان استعمال کرنے والا.
saada-kaar
a plain worker in gold or silver (who makes articles which are afterwards ornamented by other hands), a goldsmith who turns out fine or delicate work, a kind of goldsmith
Showing search results for: English meaning of sada
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaKHta
फ़ाख़्ता
.فاخْتَہ
a dove, a ringed turtle
[ Shikari ne ek hi nishane mein fakhta ko zamin par gira diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shajar
शजर
.شَجَر
tree, plant, shrub
[ Barfbari ho rahi thi aur shajar jaise thithure huye khade nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samar
समर
.ثَمَر
fruit, produce
[ Ek ghar ke do charagh ek dar ke do daagh ek gulban ke do shajar (Tree) ek shajar ke do samar hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaana
फ़साना
.فَسانَہ
fable, story, tale, fiction
[ Dastan-e-Amir Hamza ek fasana hai na ki haqiqat dastan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masKH
मस्ख़
.مَسْخ
adopting the thoughts of another, but changing some of his words, plagiarism
[ Har lafz is tarah maskh hogaa ki uska sahi padhna mushkil ho jayega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lafz
लफ़्ज़
.لَفْظ
word, vocable, saying
[ Khalid ghusse mein aa kar Tanvir ke bare mein ek aisa lafz kaha jo use nahin kahna chahiye tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rukniyat
रुक्नियत
.رُکْنِیَت
membership
[ Shital ne Talib-ilm Council ki rukniyat qubool ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yaqiinan
यक़ीनन
.یَقِیناً
certainly, surely
[ Hindustan Aqwam-e-Muttahida Salamati Council (UN Security Council) mein mustaqil rukniyat (Permanent Membership) yaqinan hasil kar lega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fannii
फ़न्नी
.فَنّی
related to art, artistic
[ Taswir ki fanni hunar-mandi saaf jhalak rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adaavat
'अदावत
.عَداوَت
enmity, hostility, resentment
[ Ham logon mein adavat hoti hai lekin jaan ka dushman koi kahan hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (saada)
saada
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone