Search results
Saved words
Showing results for "pyaada"
Meaning ofSee meaning pyaada in English, Hindi & Urdu
English meaning of pyaada
Noun, Masculine
- one on foot, footman
- footsoldier
- office boy
- a peon
- a pawn (at chess)
Sher Examples
bādshāhoñ ko koī ḳhatra nahīñ hai
had se had hogā ki ik pyāda giregā
baadshahon ko koi KHatra nahin hai
had se had hoga ki ek pyaada girega
kyā kaheñ ab ishq kyā kyā ham se kartā hai sulūk
dil pe be-tābī kā ik pyāda hai biThlāyā huā
kya kahen ab ishq kya kya hum se karta hai suluk
dil pe be-tabi ka ek pyaada hai biThlaya hua
maiñ rāsta bhūlā huā pyāda huuñ mujhe kyā
rahbar ko agar jāda-e-barbād kī zid hai
main rasta bhula hua pyaada hun mujhe kya
rahbar ko agar jada-e-barbaad ki zid hai
प्यादा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- पैदल चलने वाला, शतरंज का मोहरा
- प्यादा
- फा. पं. दे. ‘पयादः’, दोनों शुद्ध हैं, परन्तु उर्दू में ‘पियादः' अधिक प्रचलित है।
- पैदल चलनेवाला, चपरासी, सिपाही, हरकारा, डाकिया, सेना का पैदल सिपाही, शत्रज का पैदल।।
- पैदल सिपाही; पैदल
- प्यादा; शतरंज का एक मोहरा।
- दूत; हरकारा
- शतरंज का एक मोहरा
- पैदल चलने वाला व्यक्ति
- साथ-साथ या पीछे-पीछे लगा रहने वाला नौकर।
پِیادَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- سوار کا نقیض، پیدل
- بغیر سواری کے، پاؤں پاؤں، پیدل
- سرکاری ہرکارہ، چپراسی، کوتوال یا حاکم کا نوکر
- پیدل فوج کا سپاہی
- شطرنج کا سب سے چھوٹا مہرہ جوگھوڑے فیل رخ فرزین اور بادشاہ کے علاوہ ہوتا ہے اور جس کی چال ایک گھر کی ہوتی ہے جو سیدھا اور سامنے چلتا ہے اور آڑا مارتا ہے
- (مجازاً) سوار کے مقابلے میں معمولی درجے کا، عامی خاص کے مقابلے میں
- (مجازاً) وہ پھول جس کا پودا چھوٹا ہو (قب: سوار: وہ پھول جس کا پودا اونچا ہو)
- ٹڈی کی ایک قسم
Urdu meaning of pyaada
- Roman
- Urdu
- savaar ka naqiiz, paidal
- bagair savaarii ke, paanv paanv, paidal
- sarkaarii harkaara, chapraasii, kotvaal ya haakim ka naukar
- paidal fauj ka sipaahii
- shatranj ka sab se chhoTaa mohraa jo gho.De fel ruKh firziin aur baadashaah ke ilaava hotaa hai aur jis kii chaal ek ghar kii hotii hai jo siidhaa aur saamne chaltaa hai aur aa.Daa maartaa hai
- (majaazan) savaar ke muqaable me.n maamuulii darje ka, aamii Khaas ke muqaable me.n
- (majaazan) vo phuul jis ka paudaa chhoTaa ho (kabah savaarah vo phuul jis ka paudaa u.unchaa ho)
- TiDDii kii ek qism
Synonyms of pyaada
Antonyms of pyaada
Proverbs of pyaada
Rhyming words of pyaada
Compound words of pyaada
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of pyada
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (pyaada)
pyaada
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone