Search results
Saved words
Showing results for "paayaa"
Meaning ofSee meaning paayaa in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22
Tags: Utensil
English meaning of paayaa
Noun, Masculine
- a bedpost
- achieve, receive, know, obtain
- leg of an animal or table, etc.
- rank, status, calibre
- step
- the base of a column, a column or pillar support, prop
Sher Examples
ab to ghabrā ke ye kahte haiñ ki mar jā.eñge
mar ke bhī chain na paayā to kidhar jā.eñge
ab to ghabra ke ye kahte hain ki mar jaenge
mar ke bhi chain na paya to kidhar jaenge
āñkheñ khulīñ to jaag uThīñ hasrateñ tamām
us ko bhī kho diyā jise paayā thā ḳhvāb meñ
aankhen khulin to jag uThin hasraten tamam
us ko bhi kho diya jise paya tha KHwab mein
ishq se tabī.at ne ziist kā mazā paayā
dard kī davā paa.ī dard-e-be-davā paayā
ishq se tabiat ne zist ka maza paya
dard ki dawa pai dard-e-be-dawa paya
पाया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- आचार्य। उपाध्याय।
- उतनी भूमि जितनी में उक्त मान का अन्न बोया जा सके।
- एक तौल जो कच्चे चार सेर की होती है।
- खंभा। स्तंभ।
- पुरोहित।
- पलंग, कुरसी, चौकी आदि का पावा या पैर।
- पेशाब
- पलंग, चौकी आदि का पैर
- नींव; बुनियाद
- स्तंभ; खंभा
- पद; ओहदा; दरजा
- घोड़ों के पैर में होने वाला एक प्रकार का रोग।
پایا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ستون، تھم، کھمبا، عمارت کی بنیاد
- رک : پان٘و
- قدر، منزلت، درجہ، رتبہ
- میز کرسی یا پلن٘گ وغیرہ کا نچلا حصہ جس پر وہ قائم ہوتا ہے
- (گورکنی) صندوق قبر کی بغل جس پر پٹاو رکھا جاتا ہے
- (ظرف سازی) ٹوکرے یا ٹوکری کی باڑ کی تیلیاں جس میں آڑی تیلیاں بناوٹ کے طور پر ڈال کر ٹوکری کا ڈھانچا تیار کیا جاتا ہے
- زینہ، سیڑھی
Urdu meaning of paayaa
- Roman
- Urdu
- satuun, tham, khambaa, imaarat kii buniyaad
- ruk ha paanv
- qadar, manjilat, darja, rutbaa
- mez kursii ya palang vaGaira ka nichlaa hissaa jis par vo qaayam hotaa hai
- (guruu kannii) sanduuq qabr kii baGal jis par paTaav rakhaa jaataa hai
- (zarf saazii) Tokre ya Tokarii kii baa.D kii tiiliyaa.n jis me.n aa.Dii tiiliyaa.n banaavaT ke taur par Daal kar Tokarii ka Dhaanchaa taiyyaar jaataa huy
- ziinaa, sii.Dhii
Rhyming words of paayaa
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of paya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (paayaa)
paayaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone