Search results
Saved words
Showing results for "koThaa"
Meaning ofSee meaning koThaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of koThaa
Sher Examples
mujhe batā de tū rahtā hai kaun se ghar meñ
ki jis ke koThe se koThā tirā lagāv pe hai
mujhe bata de tu rahta hai kaun se ghar mein
ki jis ke koThe se koTha tera lagaw pe hai
kis ne dekhā hai ḳhudā ko dekhte haiñ tum ko sab
tūr-e-mūsā aur hai koThā tumhārā aur hai
kis ne dekha hai KHuda ko dekhte hain tum ko sab
tur-e-musa aur hai koTha tumhaara aur hai
कोठा के हिंदी अर्थ
کوٹھا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چھت، بام
- بالا خانہ، مکان کے اوپر کا کمرہ
- (مجازاً) طوائف کا بالا خانہ، رنڈی کا مکان
- وہ مکان جس کا ایک ہی دروازہ ہو، بڑا حجرہ
- جانوروں کے باندھے جانے کا کمرہ، پختہ باڑہ
- بھنڈار، ذخیرہ گاہ، گودام، ہتھیار وغیرہ کو قرینے سے رکھنے کی جگہ
- توشہ خانہ، مکان جس میں مال و متاع رکھا ہو، خزانہ
- سینہ، چھاتی، نیم تن یعنی سر سے کمر تک کا حصّہ
- سینے اور ٹانگوں کے درمیان کا حصۂ جسم، کوٹھی
- پیٹ، معدہ
- عورت کے پیٹ میں بچّے دانی کی جگہ، ناف سے نیچے کا حصّہ
- بچّہ دان، دھرن
- خانہ، لکیروں کا کھینچا ہوا خانہ، کالم، نصف کالم
- ضرب کا نقشہ جس میں پہاڑے درج ہوتے ہیں
Urdu meaning of koThaa
- Roman
- Urdu
- chhat, baam
- baala-e-Khaanaa, makaan ke u.upar ka kamra
- (majaazan) tavaa.if ka baala-e-Khaanaa, ranDii ka makaan
- vo makaan jis ka ek hii darvaaza ho, ba.Daa hujra
- jaanavro.n ke baandhe jaane ka kamra, puKhtaa baa.Daa
- bhanDaar, zaKhiiraa gaah, godaam, hathiyaar vaGaira ko kariine se rakhne kii jagah
- tosha Khaanaa, makaan jis me.n maal-o-mataa rakhaa ho, Khazaanaa
- siinaa, chhaatii, niyam tan yaanii sar se kamar tak ka hissaa
- siine aur Taango.n ke daramyaan ka hissaa-e-jism, koThii
- peT, maada
- aurat ke peT me.n bachchedaanii kii jagah, naaf se niiche ka hissaa
- bachcha daan, dharan
- Khaanaa, lakiiro.n ka khiinchaa hu.a Khaanaa, kaalam, nisf kaalam
- zarab ka naqsha jis me.n pahaa.De darj hote hai.n
Synonyms of koThaa
Proverbs of koThaa
Rhyming words of koThaa
Compound words of koThaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kotha, English meaning of qotha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture, beloved, sweetheart
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se muhabbat ki pyas nahin bujhti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israaf
इसराफ़
.اِصْراف
lavish expenditure
[ Beja israf se bachna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahaasin
महासिन
.مَحاسِن
beard, mustache or whiskers
[ Karbala ki dastanen sun kar logon ke mahasin aansuon se tar ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaal
जमाल
.جَمال
beauty, elegance, comeliness
[ Darbar mein raani ke husn-o-jamal ke aage sab be-rang nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afshaa.n
अफ़्शाँ
.اَفْشاں
glittering golden powder
[ Afshan auraton ke chehre par khubsurti ke liye chhidke jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
doshiiza
दोशीज़ा
.دوشِیزَہ
beautiful girl, gorgeous girl
[ Jab dusare sanduq ko khola to us mein se ek doshiza jadu-jamal pari-tamsal nikli ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiguufa
शिगूफ़ा
.شِگُوفَہ
bud, blossom
[ Shigofe jhad kar is qadr dher ho gaye ki qabr dhak gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashnaa
आश्ना
.آشْنا
aware of, accustomed to, having knowledge of
[ Hindustan mein qiyam (stay, halt) ke sabab Angrez Hindustani siqafat (culture) se bahut had tak aashna ho gaye the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashk
अश्क
.اَشْک
tear, tears
[ Ek arse baad apne bete Khaalid se mil kar uske maan ki aankhen ashk-e-mohabbat se bhar gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gairat-mand
ग़ैरतमंद
.غَیرَت مَنْد
self-respecting, one with keen sense of honour
[ Gairat-mand log apne usoolon ke khilaf kabhi nahin jaate ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (koThaa)
koThaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone