Search results
Saved words
Showing results for "jha.D"
Meaning ofSee meaning jha.D in English, Hindi & Urdu
English meaning of jha.D
Noun, Feminine
- continued showers of rain
- fall (of leaves)
- fall off
- tongue or bolt of a lock
- volley
Sher Examples
ummīd kī sūkhtī shāḳhoñ se saare patte jhaḌ jā.eñge
is ḳhauf se apnī tasvīreñ ham sāl-ba-sāl banāte haiñ
ummid ki sukhti shaKHon se sare patte jhaD jaenge
is KHauf se apni taswiren hum sal-ba-sal banate hain
mausam-e-zard meñ ek dil ko bachā.ūñ kaise
aisī rut meñ to ghane peḌ bhī jhaḌ jaate haiñ
mausam-e-zard mein ek dil ko bachaun kaise
aisi rut mein to ghane peD bhi jhaD jate hain
jo phuul jhaḌ ga.e the jo aañsū bikhar ga.e
ḳhāk-e-chaman se un kā patā pūchhtā rahā
jo phul jhaD gae the jo aansu bikhar gae
KHak-e-chaman se un ka pata puchhta raha
abr-e-naisāñ kī bhī jhaḌ jā.egī pal meñ sheḳhī
dīda-e-tar ko agar ashk-fishāñ kījiyegā
abr-e-naisan ki bhi jhaD jaegi pal mein sheKHi
dida-e-tar ko agar ashk-fishan kijiyega
hargiz kiyā na bād-e-ḳhizāñ kā bhī intizār
vo taaza gul thā maiñ ki khilā aur jhaḌ gayā
hargiz kiya na baad-e-KHizan ka bhi intizar
wo taza gul tha main ki khila aur jhaD gaya
झड़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- = झड़ी
- झड़ी; किसी वस्तु का लगातार झड़ना या गिरना
- लगातार बातों का सिलसिला
- लागातार होने वाली हलकी वर्षा
- ताले के भीतर का खटका।
جَھڑ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- جھڑنا سے مشتق، گرنا (پتوں کا)
- قفل کا کھٹکا
- بارش، جھڑی، ہلکی بارش جو کوئی دن جاری رہے، تیز اور مسلسل بارش
- مونث۔ ۔متواتربارش، آنسوؤں کی جھڑی، مسلسل باتیں، گالیوں کا سلسلہ
اسم، مذکر
- جھاڑی جُھن٘ڈ
Urdu meaning of jha.D
- Roman
- Urdu
- jha.Dnaa se mushtaq, girnaa (patto.n ka
- quful ka khaTka
- baarish, jha.Dii, halkii baarish jo ko.ii din jaarii rahe, tez aur musalsal baarish
- muannas। ।mutavaatir baarish, aa.nsuu.o.n kii jha.Dii, musalsal baaten, ka salaslah
- jhaa.Dii jhunD
Compound words of jha.D
Idioms of jha.D
Proverbs of jha.D
Rhyming words of jha.D
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jhad, English meaning of jhar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jama'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijtimaa'
इज्तिमा'
.اِجْتِماع
assemblage, meeting
[ Chicago ijtima ke baad Swami Vivekanand ki shohrat chahar-janib phail gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jauharii
जौहरी
.جَوْہَری
the trader of a jewels
[ Hire ka andaza ek jauhari hi kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
islaahaat
इस्लाहात
.اِصْلاحات
(Politics) amendment in National Affairs (for Development)
[ Hindustan ne teen dahaiyon pahle iqtisadi islahat ki muhim chalayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samaa'at
समा'अत
.سَماعَت
the sense or power of hearing
[ Bahut hi zor ki awaz se parda-e-sama'at phat bhi sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sailaab
सैलाब
.سَیلاب
a flood, torrent, stream, deluge, inundation
[ Intihaai barish ke sabab beshtar nadiyon mein sailab aa gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ki wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shinvaa.ii
शिनवाई
.شِنوائی
the sense of hearing
[ Kaan ko shinwaai, aql ko rasaai, aankh ko binaai, panv ko baadiya-paimaai (wandering in a desert) di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shohrat
शोहरत
.شُہْرَت
notableness, renown, fame
[ Sachin Tendulkar ne cricket se shohrat aur paisa dono hasil kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
itmiinaan
इत्मीनान
.اِطْمِینان
confidence, reliance
[ Mushkil halat se ghabrane ki zarurat nahin bas dil mein itminan hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jha.D)
jha.D
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone