Search results
Saved words
Showing results for "aazaar"
Meaning ofSee meaning aazaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of aazaar
Noun, Masculine, Suffix
- spring month according to sixth Roman or Syrian month corresponding to March
- hardship, trouble, affliction, torment, pain, suffering
- illness or ailment
- apparition, appearance of a supernatural being
- injury
- woe
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
hamāre dil ko ik āzār hai aisā nahīñ lagtā
ki ham daftar bhī jaate haiñ ġhazal-ḳhvānī bhī karte haiñ
hamare dil ko ek aazar hai aisa nahin lagta
ki hum daftar bhi jate hain ghazal-KHwani bhi karte hain
jin jin ko thā ye ishq kā āzār mar ga.e
aksar hamāre saath ke bīmār mar ga.e
jin jin ko tha ye ishq ka aazar mar gae
aksar hamare sath ke bimar mar gae
de mujh ko shikāyat kī ijāzat ki sitamgar
kuchh tujh ko maza bhī mire āzār meñ aave
de mujh ko shikayat ki ijazat ki sitamgar
kuchh tujh ko maza bhi mere aazar mein aawe
आज़ार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, प्रत्यय
- कष्ट, तकलीफ़, शोक, दुख देना
- व्यसन, बीमारी, रोग, व्याधि
- जंजाल, बखेड़ा, जीवन के लिए कष्टदायक
- प्रेतबाधा, भूत-प्रेत, जिन्न और परी का प्रभाव या साया
- ख़राबी, बिगाड़
آزار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، لاحقہ
- ایذا، تكلیف، رنج، دكھ، درد
- مرض، بیماری، روگ، عارضہ
-
سختی، صعوبت، مصیبت، بپتا
مثال • سینکڑوں آزار جھیل کر یہاں تک پہنچے ہیں۔
- جنجال، بكھیڑا، وبال جان
- آسیب، بھوت پریت، جن وپری كا اثر یا سایہ
-
خرابی، بگاڑ
مثال • خدا جانے اس گھڑی میں كیا آزار ہے كہ چلتے چلتے رک جاتی ہے
Urdu meaning of aazaar
- Roman
- Urdu
- i.izaa, takliif, ranj, dukh, dard
- marz, biimaarii, rog, aarizaa
- saKhtii, saa.ibat, musiibat, biptaa
- janjaal, bakhe.Daa, vabaal jaan
- aasiib, bhuut pret, jin vaprii ka asar ya saayaa
- Kharaabii, bigaa.D
Rhyming words of aazaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aajaar, English meaning of ajar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafqat
शफ़क़त
.شَفْقَت
affectionate kindness, clemency
[ Maan ki har ek daant mein bachchon ke liye shafqat jhalakti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saliiqa-mand
सलीक़ा-मंद
.سَلِیقَہ مَنْد
well-mannered, sincere, righteous
[ Shabina se jab mulaqat hui to maloom hua ki vo ek saliqa-mand khatoon hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shariif
शरीफ़
.شَریف
of high rank or dignity, exalted, eminent, honourable, noble
[ Rajput rajaon mein Mewad ka Rana sabse bada aur sharif samjha jata tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'irfaan
'इरफ़ान
.عِرْفان
intuitive knowledge, deepest mystical awareness, gnosis, wisdom
[ Allama Iqbaal ko apni khudi ka puri tarah irfan hasil ho gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huu-ba-huu
हू-ब-हू
.ہُو بَہ ہُو
exactly the same, just as it is, precisely, exact
[ Shyam ne hu-ba-hu ek jaisi teen murtiyan kharidin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aadam-KHor
आदम-ख़ोर
.آدَمْ خور
man-eater, cannibal
[ Shikari ne adamkhor sherni ko apna nishana banaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaufzada
ख़ौफ़ज़दा
.خَوف زَدَہ
afraid, frightened, terrified, terror-stricken
[ Gaon mein aadam-khor sher ke aane ki khabar sun kar sabhi log khaufzada ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rishta-e-izdivaaj
रिश्ता-ए-इज़दिवाज
.رِشْتَۂ اِزْدِواج
marriage, conjugal relationship
[ Dilip jab rishta-e-izdivaaj mein munsalik hua to vo apni biwi ko junoon ki had tak chahne laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazr
नज़्र
.نَذْر
votive, offering, oblation
[ Ahmad ne apni kamyabi ke liye tin din roza rakhne ki nazr maani hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
supplication, request
[ Mohammad ne apne ustaad se iltija ki ki vo use thoda aur waqt dein taki vo imtihan ki taiyari kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aazaar)
aazaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone