Search results
Saved words
Showing results for "zer-e-qadam"
Meaning ofSee meaning zer-e-qadam in English, Hindi & Urdu
English meaning of zer-e-qadam
Persian, Arabic - Adjective
- under the feet
- under the protection of, under the auspices of, in the shadow
Sher Examples
barābar ā.īne ke bhī na samjhe qadr vo dil kī
ise zer-e-qadam rakkhā use pesh-e-nazar rakkhā
barabar aaine ke bhi na samjhe qadr wo dil ki
ise zer-e-qadam rakkha use pesh-e-nazar rakkha
hazār zer-e-qadam rāsta ho ḳhāroñ kā
jo chal paḌeñ to irāda nahīñ badalte ham
hazar zer-e-qadam rasta ho KHaron ka
jo chal paDen to irada nahin badalte hum
kahīñ se lauT ke ham laḌkhaḌā.e haiñ kyā kyā
sitāre zer-e-qadam raat aa.e haiñ kyā kyā
kahin se lauT ke hum laDkhaDae hain kya kya
sitare zer-e-qadam raat aae hain kya kya
ज़ेर-ए-क़दम के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण
- किसी का आश्रित, किसी की छत्रछाया में
- पाँव के तले, पाँव के नीचे, पैर के नीचे, क़दमों में
زیرِ قَدَم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت
- پان٘و کے نیچے، پیر کے نِیچے، قدموں میں
- خِدمت میں، زیرِ سایہ، سایۂ عاطفت میں
Urdu meaning of zer-e-qadam
- Roman
- Urdu
- paanv ke niiche, pair ke niiche, qadmo.n me.n
- Khidmat men, jere saayaa, saayaa-e-aatifat me.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jereqadam, English meaning of zerekadam
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaaqat
सदाक़त
.صَداقَت
truth
[ Gandhiji ki sadaqat sab par ayan hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qubuuliyat
क़ुबूलियत
.قُبُولِیَت
acceptance or hearing (of prayer by God), fulfilment
[ Saliha bahan khabar nahin wo kaun si qubuliyat ki ghadi thi jo subah uthte hi tum mein dhyan ja pada ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Muallim ne talib-e-ilm ki khush-khat tahrir dekh kar usko shabashi di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, sculptured, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa-kaaraana
रज़ा-काराना
.رَضا کارانَہ
voluntarily
[ Muddaton se jang ke liye unka ye taawun bilkul unhi ki marzi ke mutabiq raza-karana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
unsiyyat
उंसिय्यत
.اُنْسِیَّت
feeling of kindness due to familiarity, love, affection
[ Prabhavati Devi aur Kamala Nehru mein bahut unsiyat thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muttasil
मुत्तसिल
.مُتَّصِل
joined, contiguous, adjoining, near
[ Jab shaam age badhi to main muttasil kamre mein rone ke liye chali gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
bar (of iron), spit
[ Daniyal ne salakh ko hath ke zor se tedha kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zer-e-qadam)
zer-e-qadam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone