Search results
Saved words
Showing results for "zaKHm"
Meaning ofSee meaning zaKHm in English, Hindi & Urdu
English meaning of zaKHm
Noun, Masculine
- wound, injury, sore, cut, gash, bruise
- loss, harm, damage
Sher Examples
daaġh duniyā ne diye zaḳhm zamāne se mile
ham ko tohfe ye tumheñ dost banāne se mile
dagh duniya ne diye zaKHm zamane se mile
hum ko tohfe ye tumhein dost banane se mile
koī ḳhāmosh zaḳhm lagtī hai
zindagī ek nazm lagtī hai
koi KHamosh zaKHm lagti hai
zindagi ek nazm lagti hai
tumhārī yaad ke jab zaḳhm bharne lagte haiñ
kisī bahāne tumheñ yaad karne lagte haiñ
tumhaari yaad ke jab zaKHm bharne lagte hain
kisi bahane tumhein yaad karne lagte hain
ज़ख़्म के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह चोट जिसमें शरीर का कोई अंग कट-फट जाए, घाव, क्षत
- चोट
- मानसिक ठेस या आघात, सदमा
- नुक़्सान, घाटा, हानि
زَخْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جسم کے کسی حصے کے کٹ جانے یا چھل جانے کی صورت، گھاؤ، چیرا
- ضرب
- صدمہ
- نقصان، خسارہ، گھاٹا
Urdu meaning of zaKHm
- Roman
- Urdu
- jism ke kisii hisse ke kaT jaane ya chhal jaane kii suurat, ghaa.o, chiiraa
- zarab
- sadma
- nuqsaan, Khasaaraa, ghaaTa
Synonyms of zaKHm
See AllProverbs of zaKHm
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jakhm
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaa.iriin
ज़ाइरीन
.زائرین
pilgrims, visitors, travelers
[ Agle mahine haj zaaerin kaa pahla qafila niklega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tuGraa
तुग़रा
.طُغْرا
a kind of handwriting, the large thick characters in which the royal titles prefixed to letters
[ Taimur ke hukm se hazaron Chini tasviren musawwari ke sample aur tughre jama kiye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
riyaasat
रियासत
.رِیاسَت
princely state
[ Hindustan mein nau-aabadkari us waqt hui jab ye mulk kayi riyasaton mein bata hua tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaafila
क़ाफ़िला
.قافِلہ
caravan, body of travellers or traders, a travelling party
[ Puraane zamaane mein lambe safar ke liye log qafila ki shakl mein jaate the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
behtarii
बेहतरी
.بِہْتَری
advantage, welfare, goodness
[ Hamen samaj ki behtari ke liye kaam karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
appraisement, valuation, estimate, surmise, guess
[ Company ke munafe ka takhmina agle mali saal mein 15 fisad tak badhne ki tavaqqo hai, jo ki khush-aind bat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intizaamiya
इंतिज़ामिया
.اِنْتِظامِیَہ
administration, management, executive
[ Company ki intizamiya ne ek project shuru karne ka faisla kiya hai jis se karobar ki taraqqi mein madad milegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahbuud
बहबूद
.بَہْبُود
welfare, well-being, betterment, benefit, utility, vigour
[ Company ne apne mulaazimeen ki bahbood ke liye behtar kaam ke haalaat faraaham kiye hain taki unki hausla-afzayi ho sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntazim
मुंतज़िम
.مُنتَظِم
good at management, organizer, manager, superintendent
[ Muntazim ne ye faisla kiya ki kaam ke nizaam ko mazid muassir banaane ke liye jadid (nayi) technology ka istemal kiya jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
katba
कत्बा
.کَتْبَہ
epitaph, inscription
[ Hunarmand kaarigaron ne katbe ki naqqaashi bahut maharat se ki hai, jis se us ki ahmiyat aur badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zaKHm)
zaKHm
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone