Search results
Saved words
Showing results for "'ushshaaq"
Meaning ofSee meaning 'ushshaaq in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ushshaaq
Noun, Masculine, Plural
- lovers
- (Music) name of a musical note in Iranian music
Sher Examples
vo bazm meñ haiñ rote haiñ ushshāq chau taraf
paanī hai gird-e-anjuman aur anjuman meñ aag
wo bazm mein hain rote hain ushshaq chau taraf
pani hai gird-e-anjuman aur anjuman mein aag
kisī pahlū nahīñ chain aatā hai ushshāq ko tere
taḌapte haiñ fuġhāñ karte haiñ aur karvaT badalte haiñ
kisi pahlu nahin chain aata hai ushshaq ko tere
taDapte hain fughan karte hain aur karwaT badalte hain
jo ḳhaas jalve the ushshāq kī nazar ke liye
vo aam kar diye tum ne jahān bhar ke liye
jo KHas jalwe the ushshaq ki nazar ke liye
wo aam kar diye tum ne jahan bhar ke liye
tujh ko shikva hai ki ushshāq ne badnām kiyā
sach to ye hai ki tirā husn hai dushman terā
tujh ko shikwa hai ki ushshaq ne badnam kiya
sach to ye hai ki tera husn hai dushman tera
dekhiye paate haiñ ushshāq butoñ se kyā faiz
ik barahman ne kahā hai ki ye saal achchhā hai
dekhiye pate hain ushshaq buton se kya faiz
ek barahman ne kaha hai ki ye sal achchha hai
'उश्शाक़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, बहुवचन
- चाहने वाले, इश्क़ करने वाले, प्रेमी लोग
- (संगीत) राग के एक मुक़ाम का नाम जो दो घड़ी दिन रहे गाया जाता है, ईरानी संगीत का एक राग
عُشّاق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، جمع
- چاہنے والے، عشق کرنے والے
- (موسیقی) راگ کے ایک مقام کا نام جو دوگھڑی دن رہے گایا جاتا ہے، ایرانی موسیقی کے ایک راگ کا نام
Urdu meaning of 'ushshaaq
- Roman
- Urdu
- chaahne vaale, ishaq karne vaale
- raag ke ek muqaam ka naam jo do gha.Dii din rahe gaayaa jaataa hai
Synonyms of 'ushshaaq
Compound words of 'ushshaaq
Rhyming words of 'ushshaaq
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ushshaak, English meaning of ushshaaq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
arz
अर्ज़
.اَرْض
land, the earth
[ Laa-tadad jandar is satah-e-arz par majood hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
besaaKHta
बेसाख़्ता
.بے ساخْتہَ
spontaneously, promptly
[ Ham jyun hi ghar se bahar nikle achanak barish hone lagi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusuusii
ख़ुसूसी
.خُصُوصی
specially, particularly
[ Seth bola ham har ahl-kaar ko itni hi Eidi bhejte hain tumhen hamne khususi Eidi nahin bheji ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afsuu.n
अफ़्सूँ
.اَفْسُوں
things that thrown after chanting mantras etc. (in the same sense, with padhna, phukna, chalana and marna)
[ Ai madar-e-mehrban afsun wa afsana kisi ka mere sauda-e-pukhta (Maturity) par kar-gar na hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
poshiida
पोशीदा
.پوشِیدَہ
concealed, hidden, secret
[ Hikayaton mein maani-khez baten poshida hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barahnagii
बरहनगी
.برہنگی
nakedness, nudity, bareness
[ Aaj-kal ki filmen barhangi se bhari huyi hian ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saalisii
सालिसी
.ثالِثی
arbitration, mediation
[ Russia aur Ukraine ke darmiyan jang khatima ke liye China ne salisi ka kirdar ada kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vazaahat
वज़ाहत
.وَضاحَت
explanation, elucidation
[ Sanskrit shlokon ki vazahat sab ke bas ki baat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musalsal
मुसलसल
.مُسَلْسَل
continuous, constant
[ Fikr-e-musalsal sehhat ke liye nuqsan-dah hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shanaaKHtii-'alaamat
शनाख़्ती-'अलामत
.شَناخْتی عَلامَت
sign of identification, identification mark
[ Waziristan ke qabilon ke zaili (Subsidiary) namon ke alawa mazid ek ijtimai shinakhti alamat bhi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us ('ushshaaq)
'ushshaaq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone