Search results
Saved words
Showing results for "til"
Meaning ofSee meaning til in English, Hindi & Urdu
English meaning of til
Noun, Masculine, Singular
- sesame seed
- a mole, a black spot on body
- a black spot or speck as the focus of solar rays through a burning glass
- the pupil of the eye
- a moment, an instant
- the least bit, small particle
Sher Examples
surme kā til banā ke ruḳh-e-lā-javāb meñ
nuqta baḌhā rahe ho ḳhudā kī kitāb meñ
surme ka til bana ke ruKH-e-la-jawab mein
nuqta baDha rahe ho KHuda ki kitab mein
dekh chhoToñ ko hai allāh baḌā.ī detā
āsmāñ aañkh ke til meñ hai dikhā.ī detā
dekh chhoTon ko hai allah baDai deta
aasman aankh ke til mein hai dikhai deta
ab maiñ samjhā tire ruḳhsār pe til kā matlab
daulat-e-husn pe darbān biThā rakkhā hai
ab main samjha tere ruKHsar pe til ka matlab
daulat-e-husn pe darban biTha rakkha hai
तिल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
- उक्त पौधे के दाने या बीज जो काले, सफेद और लाल तीन प्रकार के होते हैं और जिन्हें पेरकर तेल निकाला जाता है, पापघ्न, पूतधान्य
- काले रंग का वह छोटा दाग जो शरीर पर प्राकृतिक रूप से लक्षण आदि के रूप में होता है, बहुत छोटा काला चिह्न जो शरीर पर कहीं-कहीं प्राकृतिक रूप से पाया जाता है
- आँख की पुतली के बीच का बिंदु
- तिल के बराबर जगह, बहुत थोड़ी जगह
- काली बिंदी के आकार का गोदना
- किसी पदार्थ का बहुत छोटा भाग या अंश, बहुत ही जरा-सा, थोड़ा
- लम्हा, बहुत थोड़ी देर, क्षण, पल
تِل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- ایک قسم کا تخم جس سے تیل نکالا جاتا ہے یہ سفید اور سیاہ دو طرح کا ہوتا ہے اسے لوگ کھانے کے کام میں لاتے ہیں اور اس کے تیل کو بھی مختلف طریقوں سے استعمال کرتے ہیں، کنجد
- کالے رن٘گ کا چھوٹا داغ جو جسم پر ہوتا ہے اسکے فرق اور جگہ کی مناسبت سے اسکے بارے میں نتیجے اخذ کئے جاتے ہیں مرد کے جسم میں دائیں فرف اور عورت کے بجسم میں بائیں طرف کا تل اچھا سمجھا جاتا ہے.
- وہ نقطہ جو عموماََ سیاہ رن٘گ کا آن٘کھ کی پتلی کے بیچوں بیچ ہوتا ہے، مردم دیدہ
- وہ نقطہ جہاں سورج کی کرنیں آتشی شیشے میں سے گرز کر جمع ہوتی ہیں
- لمحہ، دقیقہ، پل
- چہرے بالخصوص گال پر کا سیاہ نشان، خال
- تل برابر وزن، کسی چیز کی بہت ہی کم مقدار
- تل کے برابر جگہ، بہت تھوڑی جگہ
- درمیانی نقطہ جو کسی نگ میں نوک دار اور چپٹا ہوتا ہے
Urdu meaning of til
- Roman
- Urdu
- ek kism ka tuKhm jis se tel nikaalaa jaataa hai ye safaid aur syaah do tarah ka hotaa hai use log khaane ke kaam me.n laate hai.n aur is ke tel ko bhii muKhtlif tariiqo.n se istimaal karte hain, kunjad
- kaale rang ka chhoTaa daaG jo jism par hotaa hai iske farq aur jagah kii munaasabat se uske baare me.n natiije aKhaz ki.e jaate hai.n mard ke jism me.n daa.e.n faraf aur aurat ke bajsam me.n baa.e.n taraf ka til achchhaa samjhaa jaataa hai
- vo nuqta jo amomaa syaah rang ka aankh kii putlii ke becho.n biich hotaa hai, mardum-e-diidaa
- vo nuqta jahaa.n suuraj kii kirNe.n aatishii shiishe me.n se Garaz kar jamaa hotii hai.n
- lamha, daqiiqa, pul
- chehre bilaKhsuus gaal par ka syaah nishaan, Khaal
- til baraabar vazan, kisii chiiz kii bahut hii kam miqdaar
- til ke baraabar jagah, bahut tho.Dii jagah
- daramyaanii nuqta jo kisii nag me.n nokadaar aur chapTaa hotaa hai
Synonyms of til
Rhyming words of til
Compound words of til
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (til)
til
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone