Search results
Saved words
Showing results for "rafuu"
- English
- Hindi
- Urdu
- Compound words
- More ▾
Meaning ofSee meaning rafuu in English, Hindi & Urdu
English meaning of rafuu
Noun, Masculine
- darning, stitching (of wounds), repairing torn clothes, mending
Sher Examples
jis zaḳhm kī ho saktī ho tadbīr rafū kī
likh dījiyo yā rab use qismat meñ adū kī
jis zaKHm ki ho sakti ho tadbir rafu ki
likh dijiyo ya rab use qismat mein adu ki
'mus.hafī' ham to ye samjhe the ki hogā koī zaḳhm
tere dil meñ to bahut kaam rafū kā niklā
'mushafi' hum to ye samjhe the ki hoga koi zaKHm
tere dil mein to bahut kaam rafu ka nikla
zaḳhmoñ ko rafū kar leñ dil shaad kareñ phir se
ḳhvāboñ kī koī duniyā ābād kareñ phir se
zaKHmon ko rafu kar len dil shad karen phir se
KHwabon ki koi duniya aabaad karen phir se
रफ़ू के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक प्रकार की सिलाई जिसमें बीच से कुछ कटा या फटा हुआ कपड़ा इस प्रकार बीच में सूत भरकर मिलाया जाता है कि साधारणतः जोड़ नहीं दिखाई पड़ता।
- फटे हुए कपड़े के छेद में धागे भरकर उसे बराबर करना, फटे कपड़ों की मरम्मत करना, सिलाई
رَفُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پھٹے ہوئے کپڑے کے سوراخ کو تاگے بھر کر برابر کرنے کا عمل، تاگوں کا پیوند، سلائی
Urdu meaning of rafuu
- Roman
- Urdu
- phaTe hu.e kap.De ke suuraaKh ko taage bhar kar baraabar karne ka amal, taago.n ka paivand, silaa.ii
Compound words of rafuu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of rafoo, English meaning of rafu
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jahez
जहेज़
.جَہیز
dowry
[ Raushan ne jahez ke samanon ko badi shaan se apne sasural walon ko dikhaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bil-aaKHir
बिल-आख़िर
.بِالْآخِر
consequently, ultimately
[ Bil-aakhir kabutar shikari ke jaal mein phans hi gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
stranger, foreigner
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki be-puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baldiyaatii
बल्दियाती
.بَلْدِیاتی
municipal corporations
[ Waadi-e-Sindh quarters baldiyati mansuba-bandi (Planning) ke tahat banaye malum hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashk
अश्क
.اَشْک
tear
[ Ek arse baad apne bete se mil kar maan ki aankhen ashk-e-mohabbat se bhar gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naadaan
नादान
.نادان
ignorant, unlearned
[ Akhbar wale bhi kitne nadan hote hain chand maah baad uthne wale tufan ka bhi andaza nahin kar sakte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diibaacha
दीबाचा
.دِیباچَہ
introduction, preface, foreword
[ Amir Khusrau ne apne diwan 'Ghurrat-ul-Kamal' mein ek tawil dibacha likha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
azal
अज़ल
.اَزَل
eternity, endless
[ Azal ki mi'aad muqarrar nahin ki ja sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taviil
तवील
.طَوِیل
long, protracted, tall, prolix
[ Taveel arse se chal rahe muqadma ka faisla bil-aakhir kal ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rasm
रस्म
.رَسْم
custom, rite, practice, ritual
[ Hamen apne muashare se jahez ki rasm utha deni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (rafuu)
rafuu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone