Search results
Saved words
Showing results for "raa.njhaa"
Meaning ofSee meaning raa.njhaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of raa.njhaa
Noun, Masculine
- hero of a famous love epic of the Punjab, lover, beloved, a local folk song
Sher Examples
is uljhan ko suljhāne kī kaun sī hai tadbīr likho
ishq agar hai jurm to mujrim rāñjhā hai yā hiir likho
is uljhan ko suljhane ki kaun si hai tadbir likho
ishq agar hai jurm to mujrim ranjha hai ya hir likho
kashish ne ishq kī kyā kaam kuchh kiyā thoḌā
hazār baar to rāñjhā ko laa.ī hiir ke ghar
kashish ne ishq ki kya kaam kuchh kiya thoDa
hazar bar to ranjha ko lai hir ke ghar
maiñ jise hiir samajhtā thā vo rāñjhā niklā
baat niyyat kī nahīñ baat hai bīnā.ī kī
main jise hir samajhta tha wo ranjha nikla
baat niyyat ki nahin baat hai binai ki
ban na paayā hiir, rāñjhā ab bhī rāñjhā hai bahut
dekh vāris-shāh terī hiir aadhī rah ga.ī
ban na paya hir, ranjha ab bhi ranjha hai bahut
dekh waris-shah teri hir aadhi rah gai
rāñjhā yahī kahtā thā idhar dekhiyo majnūñ
lailā kī malāmat hai bahut hiir meñ merī
ranjha yahi kahta tha idhar dekhiyo majnun
laila ki malamat hai bahut hir mein meri
राँझा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक इलाक़ाई गीत, रांझे का गीत, पंजाब की प्रसिद्ध प्रेम कथा का नायक जो हीर नाम की सुंदरी का प्रेमी था, प्रेमी, आशिक, प्यारा, महबूब
رانجھا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ۱. پنجاب کی ایک مشہور داستانِ عشق کا ہیرو جو ہیر نامی لڑکی پر عاشق تھا ؛ (مجازاً) عاشق ، پیارا ، محبوب.
- ۲. ایک علاقائی گیت ، ران٘جھے کا گیت .
Urdu meaning of raa.njhaa
- Roman
- Urdu
- ۱. panjaab kii ek mashhuur daastaan-e-ishaq ka hiiro jo hiir naamii la.Dkii par aashiq tha ; (majaazan) aashiq, pyaaraa, mahbuub
- ۲. ek ilaaqaa.ii giit, raanjhe ka giit
Compound words of raa.njhaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of raanjhaa, English meaning of ranjha
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nishaan
निशान
.نِشان
ensign, flag, banner
[ Unche makanon ki chhaton par se unke lashkar ke nishan dikhayi dete the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaanuun
क़ानून
.قانُون
rituals, tradition, method
[ Yahan ka qanoon nahin ki qaidi ko samjhayen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Pahle takhti par likhne ki mashq karayi jati thi isliye tahreer bahut khubsoorat hua karti thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHarch
ख़र्च
.خَرْچ
expenditure, expenses
[ Amdani se zyada kharch samajhdar insan ki pahchan nahin ho sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub-ruu
ख़ूब-रू
.خُوب رُو
beautiful, handsome
[ Mahboob 'khoob-ru' ho na ho chahne wale ko khoob-ru nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamhuur
जमहूर
.جَمْہُور
a great number of people, republic
[ Baat kuchh hoti hai magar apni baat ki pich mein jamhoor ko kuchh aur jataate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.iin
आईन
.آئِین
constitution, law, code
[ Angrezon mein apne dastoor aur ayin ka bada khayal hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariiKH
तारीख़
.تارِیخ
chronicle, history
[ Hindustan ki tarikh bahaduron jan-nisaron ki kahani kahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vazaarat
वज़ारत
.وَزارَت
ministry, the office of a minister, vizierate
[ Ab ye nahin maloom ki is silsile mein kaun si wazarat se rabta qaem karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (raa.njhaa)
raa.njhaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone