Search results
Saved words
Showing results for "nauha-garii"
Meaning ofSee meaning nauha-garii in English, Hindi & Urdu
Vazn : 2212
Tags: Lamentation
English meaning of nauha-garii
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- lamentation, mourning, lamenting, weeping
Sher Examples
jis sar ko ġhurūr aaj hai yaañ tāj-varī kā
kal us pe yahīñ shor hai phir nauhagarī kā
jis sar ko ghurur aaj hai yan taj-wari ka
kal us pe yahin shor hai phir nauhagari ka
bahut nauhagarī karte haiñ dil ke TuuT jaane kī
kabhī aap apnī chīzoñ kī nigahbānī bhī karte haiñ
bahut nauhagari karte hain dil ke TuT jaane ki
kabhi aap apni chizon ki nigahbani bhi karte hain
phir nauhagarī kahāñ jahāñ meñ
mātam-zada 'mīr' agar na hogā
phir nauhagari kahan jahan mein
matam-zada 'mir' agar na hoga
नौहा-गरी के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- मृतक-शोक, मुर्दे का मातम, मातम करना, रोना पीटना
نَوحَہ گَری کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- مردے پر رونے کا عمل، ماتم کرنا، رونا پیٹنا، گریہ وزاری کرنا
Urdu meaning of nauha-garii
- Roman
- Urdu
- marde par rone ka amal, maatam karnaa, rona piiTnaa, giriya vazaarii karnaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of nauhagaree, English meaning of nauhagari
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jama'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijtimaa'
इज्तिमा'
.اِجْتِماع
assemblage, meeting
[ Chicago ijtima ke baad Swami Vivekanand ki shohrat chahar-janib phail gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jauharii
जौहरी
.جَوْہَری
the trader of a jewels
[ Hire ka andaza ek jauhari hi kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
islaahaat
इस्लाहात
.اِصْلاحات
(Politics) amendment in National Affairs (for Development)
[ Hindustan ne teen dahaiyon pahle iqtisadi islahat ki muhim chalayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samaa'at
समा'अत
.سَماعَت
the sense or power of hearing
[ Bahut hi zor ki awaz se parda-e-sama'at phat bhi sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sailaab
सैलाब
.سَیلاب
a flood, torrent, stream, deluge, inundation
[ Intihaai barish ke sabab beshtar nadiyon mein sailab aa gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
beshtar
बेशतर
.بیشتَر
mostly, for the most part
[ Sailab ki wajah se Purvanchal ka beshtar hissa pani mein doob gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shinvaa.ii
शिनवाई
.شِنوائی
the sense of hearing
[ Kaan ko shinwaai, aql ko rasaai, aankh ko binaai, panv ko baadiya-paimaai (wandering in a desert) di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shohrat
शोहरत
.شُہْرَت
notableness, renown, fame
[ Sachin Tendulkar ne cricket se shohrat aur paisa dono hasil kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
itmiinaan
इत्मीनान
.اِطْمِینان
confidence, reliance
[ Mushkil halat se ghabrane ki zarurat nahin bas dil mein itminan hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (nauha-garii)
nauha-garii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone