Search results
Saved words
Showing results for "lau"
Meaning ofSee meaning lau in English, Hindi & Urdu
English meaning of lau
Noun, Feminine
- expectation, candle flame
- attachment, love, longing, craving, ardent desire, attention, deep meditation, ear lobe, flame
Conjunction
- if
Sher Examples
bujh ga.ī sham.a kī lau tere dupaTTe se to kyā
apnī muskān se mahfil ko munavvar kar de
bujh gai shama ki lau tere dupaTTe se to kya
apni muskan se mahfil ko munawwar kar de
agarche zor havāoñ ne Daal rakkhā hai
magar charāġh ne lau ko sambhāl rakkhā hai
agarche zor hawaon ne Dal rakkha hai
magar charagh ne lau ko sambhaal rakkha hai
vahī charāġh bujhā jis kī lau qayāmat thī
usī pe zarb paḌī jo shajar purānā thā
wahi charagh bujha jis ki lau qayamat thi
usi pe zarb paDi jo shajar purana tha
लौ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ज्योति, शोला, ध्यान, आशा, कान का निचला हिस्सा
संज्ञा, पुल्लिंग
- पुश्ता, उँचाई, पित्त, सफ़ा।।
لو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- دھیان ، خیال ، دُھن ، اشتیاق ، آرزو ، لگن .
- اگر (عربی فقروں میں مستعمل) .
- کان کے نچلے حصّے کی نوک جس میں صرف گوشت ہوتا ہے (اور جس میں سوراخ کر کے بُندے وغیرہ پہنے جاتے ہیں) ، کچیا ، بنا گوش .
- آگ کا چھوٹا شعلہ ، لپٹ ، جوت روشنی ، دمک .
- (مجازاً) زبان کی نوک .
- چراغ یا شمع کا شعلہ ، زبانِ شمع .
- یکسوئی ، یک جہتی ، یک طرفی ؛ دل کا لگاؤ یا میلان .
- (مجازاً) کسی چیز کا نچلا کنارہ .
- وہ شعلہ جو پتھر وغیرہ کی رگڑ سے پیدا ہوتا ہے ، چنگاری .
اسم، مذکر
- وقت کا بہت چھوٹا لمحہ ؛ (موسیقی) آٹھ چھن کا وقت (چھن ، لے کے وقت کا پہلا سواں حصّہ ہوتا ہے) .
Urdu meaning of lau
- Roman
- Urdu
- dhyaan, Khyaal, dhun, ishtiyaaq, aarzuu, lagan
- agar (arbii fiqro.n me.n mustaamal)
- kaan ke nichle hisse kii nok jis me.n sirf gosht hotaa hai (aur jis me.n suuraaKh kar ke bunde vaGaira pahne jaate hain), kachyaa, banaa gosh
- aag ka chhoTaa shola, lipaT, jot roshnii, damak
- (majaazan) zabaan kii nok
- chiraaG ya shamma ka shola, zabaan-e-shamma
- yaksuu.ii, yakjihatii, yak tarfii ; dil ka lagaa.o ya miilaan
- (majaazan) kisii chiiz ka nichlaa kinaaraa
- vo shola jo patthar vaGaira kii raga.D se paida hotaa hai, chingaarii
- vaqt ka bahut chhoTaa lamha ; (muusiiqii) aaTh chhin ka vaqt (chhin, le ke vaqt ka pahlaa svaa.n hissaa hotaa hai)
Idioms of lau
Rhyming words of lau
Compound words of lau
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (lau)
lau
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone