Search results
Saved words
Showing results for "kotaah"
Meaning ofSee meaning kotaah in English, Hindi & Urdu
English meaning of kotaah
Sher Examples
kotāh umr ho ga.ī aur ye na kam huī
ai jaan aa ke tūl-e-shab-e-intizār dekh
kotah umr ho gai aur ye na kam hui
ai jaan aa ke tul-e-shab-e-intizar dekh
kis se duuñ tashbīh maiñ zulf-e-musalsal ko tirī
fikr hai kotāh aur mazmūñ bahut hai duur kā
kis se dun tashbih main zulf-e-musalsal ko teri
fikr hai kotah aur mazmun bahut hai dur ka
rishta-e-umar-darāz apnā maiñ kotāh karūñ
aave ye taar agar tere ba-kār-e-dāman
rishta-e-umar-daraaz apna main kotah karun
aawe ye tar agar tere ba-kar-e-daman
کوتاہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- چھوٹا، ناٹا، مختصر قصیر (قد و قامت، مقدار اور طول و عرض کی پیمائش میں عموماً مرئی چیزوں کے ساتھ مستعمل)
- مختصر، چھوٹا (عمر، قصہ ، وقت وغیرہ یعنی غیر مرئی چیزوں کے ساتھ مستعمل )
- کم، قلیل، تھوڑا
- تنگ (فراخ کی ضد)
- چُکتا، بے باق، طے، انقطاع
- طے شدہ، مقررہ (وقت کے اعتبار سے)
Urdu meaning of kotaah
- Roman
- Urdu
- chhoTaa, naaTaa, muKhtsar qasiir (qad-o-qaamat, miqdaar aur tuul-o-arz kii paimaa.ish me.n umuuman muri.i chiizo.n ke saath mustaamal)
- muKhtsar, chhoTaa (umr, qissa, vaqt vaGaira yaanii Gair muri.i chiizo.n ke saath mustaamal
- kam, qaliil, tho.Daa
- tang (faraaKh kii zid)
- chuktaa, bebaaq, tai, inqitaa
- tayashudaa, muqarrara (vaqt ke etbaar se
Synonyms of kotaah
Antonyms of kotaah
Idioms of kotaah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kotah, English meaning of qotaah
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariyaadii
फ़रियादी
.فَرْیادی
a seeker of redress or justice, complainant, plaintiff, supplicant petitioner
[ Fariyaadi Ram Dulare ne apni shikayatein vaapas le li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maahir
माहिर
.ماہِرْ
skillful, expert, master (of any art), an adept
[ Arjun teer-andazi mein mahir the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qiyaas
क़ियास
.قِیاس
judgment, opinion
[ Kabhi kabhi qiyas ghalat bhi ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naa-tajarba-kaar
ना-तजरबाकार
.نا تجربہ کار
inexperienced, callow
[ Na-tajarbakar khiladiyon ne bhi umda khel ka muzahara kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musiibat-zada
मुसीबत-ज़दा
.مُصِیبَت زَدہ
afflicted, calamitous, miserable or wretched person
[ Aaj kal railway mein reservation milna kitna mushkil hai ye koi musibat zada shakhs hi samajh sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vafaa-parast
वफ़ा-परस्त
.وَفا پَرَست
faithful, sincere
[ Tulsi Das Ram ke tayin vafa parast the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHtalif
मुख़्तलिफ़
.مُخْتَلِف
various, different
[ Hindustan mein mukhtalif zabanein boli jati hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shernii
शेरनी
.شیرْنی
tigress, lioness
[ Sherni, sher se zyada khatarnak hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mafaad
मफ़ाद
.مَفاد
benefit, gain, interest
[ Mohabbat mein mafad ki koi jagah nahin hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nau-aamoz
नौ-आमोज़
.نَو آموز
beginner
[ Nau-aamoz shaayar ne apne jazbaat ko lafzon mein dhalne ki koshish ki aur ek khubsoorat ghazal likh kar sab ko hairan kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (kotaah)
kotaah
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone