Search results
Saved words
Showing results for "kiran"
Meaning ofSee meaning kiran in English, Hindi & Urdu
English meaning of kiran
Noun, Feminine
- ray, beam, gleam, flicker, twinkle, glitter
- tasselled lace of gold or silver
Sher Examples
hai 'farīdī' ajab rañg-e-bazm-e-jahāñ miT rahā hai yahāñ farq-e-sūd-o-ziyāñ
nuur kī bhiik tāroñ se lene lagā āftāb apnī ik ik kiran bech kar
hai 'faridi' ajab rang-e-bazm-e-jahan miT raha hai yahan farq-e-sud-o-ziyan
nur ki bhik taron se lene laga aaftab apni ek ek kiran bech kar
jo dil meñ thī nigāh sī nigāh meñ kiran sī thī
vo dāstāñ ulajh ga.ī vazāhatoñ ke darmiyāñ
jo dil mein thi nigah si nigah mein kiran si thi
wo dastan ulajh gai wazahaton ke darmiyan
ek kiran bas raushniyoñ meñ sharīk nahīñ hotī
dil ke bujhne se duniyā tārīk nahīñ hotī
ek kiran bas raushniyon mein sharik nahin hoti
dil ke bujhne se duniya tarik nahin hoti
किरण के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- ज्योति की वे अति सूक्ष्म रेखाएँ जो प्रवाह के रूप में सूर्य, चंद्र, दीपक आदि प्रज्वलित पदार्थों में से निकलकर फैलती हुई दिखाई देती हैं, प्रकाश की लकीर या रेखा, रश्मि
- सुनहरी या रूपहली तारों का बना फीता (लेस) जिसे भारी दुपट्टों के आँचलों या कामदार टोपी के शीर्ष पर लगाते हैं
کِرَن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- شعاع، روشنی کے خطوط جو کسی تابناک سے نکلتے ہیں
- سنہری یا روپہلی تاروں کی بنی ہوئی لیس جو بھاری دوپٹوں کے آن٘چلوں یا کامدار ٹوپی پر لگانے ہیں، قبضۂ شمشیر کے کنارے اور جوتی کے حاشیے پر بھی لگائی جاتی ہے
- شُعاع، جو آفتاب یا چاند سے نکلتی ہے أپھوٹنا۔ پھیلنا۔ نکلنا کے ساتھ)، گوٹے کا ریزہ جو بھاری دوپٹّوں کے آنچلوں یا ٹوپی پر لگاتے ہیں، سنہرا یا سونے کا مڑا ہوا تار جو پُرتکلف کپڑوں کے کناروں پر سیتے ہیں اور کبھی قبضہ شمشیر کے کنارے اور جوتی کے حاشیہ پر لگاتے ہیں
Urdu meaning of kiran
- Roman
- Urdu
- shu.a, roshnii ke Khutuut jo kisii taabanaak se nikalte hai.n
- sunahrii ya ruupahlii taaro.n kii banii hu.ii lais jo bhaarii do paTTo.n ke aanchlo.n ya kaamadaar Topii par lagaane hain, qabza-e-shamshiir ke kinaare aur juutii ke haashii.e par bhii lagaa.ii jaatii hai
- shu.aaaa, jo aaftaab ya chaand se nikaltii hai NaphoTnaa। phailnaa। nikalnaa ke saath), goTe ka reza jo bhaarii do paTTo.n ke aanchlo.n ya Topii par lagaate hain, sunahraa ya sone ka mu.Daa hu.a taar jo purataklaf kap.Do.n ke kinaaro.n par sete hai.n aur kabhii qabzaa shamshiir ke kinaare aur juutii ke haashiyaa lagaate hii.n
Synonyms of kiran
Rhyming words of kiran
Compound words of kiran
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of qiran
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (kiran)
kiran
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone