Search results
Saved words
Showing results for "KHud-faraamoshii"
- English
- Hindi
- Urdu
- Today's Vocabulary
- Blog
- More ▾
Meaning ofSee meaning KHud-faraamoshii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHud-faraamoshii
Noun, Feminine
- oblivion, state of forgetting oneself, self-forgetfulness
Sher Examples
sadqa mai-ḳhāne kā saaqī mujhe be-hoshī de ḳhud-farāmoshī de
yuuñ to sab kahte haiñ 'bedam' tirā mastāna tirā ab huuñ dīvāna tirā
sadqa mai-KHane ka saqi mujhe be-hoshi de KHud-faramoshi de
yun to sab kahte hain 'bedam' tera mastana tera ab hun diwana tera
aa.ina kar degī merī ḳhud-farāmoshī mujhe
be-ḳhudī jab had se guzregī ḳhudī ho jā.egī
aaina kar degi meri KHud-faramoshi mujhe
be-KHudi jab had se guzregi KHudi ho jaegi
ḳhud-farāmoshī kī ik lahr kahīñ se aa kar
ek do baar mujhe saal meñ le jaatī hai
KHud-faramoshi ki ek lahr kahin se aa kar
ek do bar mujhe sal mein le jati hai
ख़ुद-फ़रामोशी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- खोया-खोया रहना, बेसुध रहना, अपना होश न रहना, आत्म विस्मृति, अपनी हालत से बेख़बर होना
خود فَراموشی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- خود فراموش کا اسم کیفیت، اپنی حالت سے بے خبر ہونا، کھویا کھویا سا رہنا، اپنا ہوش نہ رہنا
Urdu meaning of KHud-faraamoshii
- Roman
- Urdu
- Khud faraamosh ka ism-e-kaufiiyat, apnii haalat se beKhbar honaa, khoyaa khoyaa saa rahnaa, apnaa hosh na rahnaa
Showing search results for: English meaning of khudfaraamoshee, English meaning of khudfaraamoshi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'umuumii
'उमूमी
.عُمُومی
general, common
[ Umumi jagahon mein nasha-khori karana qanunan jurm hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munashshiyaat
मुनश्शियात
.مُنَشِّیات
intoxicating drinks or drugs, intoxicants
[ Malesiyai police ne munashshiyat ka dhanda karne wale ek giroh ko pakda ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHraajaat
इख़राजात
.اِخْراجات
expenses, disbursements, costs, charges
[ tankhwah mein se gharelu ikhrajat ki raqam nikalne ke baad bachta hi kya hai jo ham ghar kharid saken ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajriba
तज्रिबा
.تَجْرِبَہ
experiment, test, trial, proof
[ Gangotri aur Ganga Sagar ke paani ka tajriba kiya ja raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masaa.il
मसाइल
.مَسائِل
problems
[ Badhti hui aabadi ke masle ke sath digar masaail bhi khade ho gaye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahliyat
अहलियत
.اَہْلِیَت
ability, eligibility, qualification, fitness, capability
[ Muqabla-jaati imtihanat mein talaba ki ahliyat aur liyaqat parakhi jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
momin
मोमिन
.مومِن
Musalman weaver
[ Gulbarga ki Musalman abaadi bafindon (Weaver) ki hai jo yahan ke asali bashinde hain Momin kahlate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarfaroshii
सरफ़रोशी
.سَرفَروشی
readiness to sacrifice life (for another)
[ Mujahidin-e-azadi sarfaroshi ka jazba rakhte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, envoy, courier, emissary
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya Imran goya apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dushvaarii
दुश्वारी
.دُشْواری
difficulty, trouble, hardship
[ Rasta tang hone ki wajah se logon ko aane-jane mein dushwari hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHud-faraamoshii)
KHud-faraamoshii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone