Search results
Saved words
Showing results for "KHaana-nashiinii"
- English
- Hindi
- Urdu
- Today's Vocabulary
- Blog
- More ▾
Meaning ofSee meaning KHaana-nashiinii in English, Hindi & Urdu
English meaning of KHaana-nashiinii
Noun, Feminine
- leaving worldly relationships and staying at home
- sitting in the house, unemployed idle, retired
Sher Examples
piirī meñ bhī ham se na huī ḳhāna-nashīnī
baaz aa.e na bazmoñ se na guzre guzrī se
piri mein bhi hum se na hui KHana-nashini
baz aae na bazmon se na guzre guzri se
hai mirī ḳhāna-nashīnī se ye ghar ghar mazkūr
ḳhail-e-ushshāq kā sarkūb kahīñ baiTh rahā
hai meri KHana-nashini se ye ghar ghar mazkur
KHail-e-ushshaq ka sarkub kahin baiTh raha
kū-ba-kū ḳhāna-nashīnī kā ho us kī charchā
baiThe jo tujh sā trahdār baġhal meñ le kar
ku-ba-ku KHana-nashini ka ho us ki charcha
baiThe jo tujh sa trahdar baghal mein le kar
ख़ाना-नशीनी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- घर में बेकार पड़े रहना, नौकरी छोड़ देना
- संसार के झगड़ों से मुक्त होकर एकान्त में जीवन व्यतीत करना, पर्दानशीनी, गोशा नशीनी
خانَہ نَشِینی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ۱. دنیوی تعلقات ترک کرکے گھر بیٹھ رہنا ، پردہ نشینی ، گوشہ نشینی .
- ۲. گھر میں بیکار پڑے رہنا .
- ۳. ترکِ ملازمت ، گوشہ نشینی .
Urdu meaning of KHaana-nashiinii
- Roman
- Urdu
- ۱. dunyavii taalluqaat tark karke ghar baiTh rahnaa, pardaanshiinii, gosha nashiinii
- ۲. ghar me.n bekaar pa.De rahnaa
- ۳. tark-e-mulaazmat, gosha nashiinii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of khaananasheenee, English meaning of khaananashini
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
amalan
अमलन
.عَملاً
practically, indeed, truly
[ Malik ki baat par ghulam ko ghussa to bahut aaya lekin amalan wo kuchh na kar sakta tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaraasta
आरास्ता
.آراسْتَہ
adorned, decorated
[ Mandir ki diwaren khusruat bel-buton se aarasta hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
peshkash
पेशकश
.پیشْکَش
presentation, present, gift
[ Stage par shairon ne apni-apni takhliqat ki pesh-kash apne-apne tariqe se ki hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inkisaarii
इंकिसारी
.اِنْکِساری
humility, humbleness
[ Sakina ne shadi ki peshkash inkisari ke sath qubul kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qahva
क़हवा
.قَہْوَہ
coffee, brew
[ Lanka aur Bengal mein bit-tartib qahwa aur neel ke kasht-karon ke matalib lag-bhag ek hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aamozish
आमोज़िश
.آموزِش
education, teaching, learning
[ Rekhta learning ke tahat hazaron adab-shaiqin ko Urdu amozish se aarasta kiya ja raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaa.iqiin
शाइक़ीन
.شائِقِین
ardent admirers or supporters, lovers (of), votaries
[ Police jama-talashi ke baad hi shaaiqin ko cricket maidan mein jane de rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tayyaara
तय्यारा
.طَیّارَہ
aeroplane
[ Hindustan se rozana saikdon taiyyare udaan bharte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aavin
मु'आविन
.مُعاوِن
partner, associate, accompanist
[ Thekedar ne waqt par kaam pura karne ke liye muavin thekedaron ka sahara liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rauzan
रौज़न
.رَوزَن
hole
[ Zarf-e-hazar-rauzan (pot with a thousand holes) ka istimal dewataon ko ghusl karane mein hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (KHaana-nashiinii)
KHaana-nashiinii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone