Search results
Saved words
Showing results for "jamshed"
Meaning ofSee meaning jamshed in English, Hindi & Urdu
English meaning of jamshed
Noun, Masculine
- the sunlight
- rays, light, brightness
- Name of a Persian king
Sher Examples
nahīñ hai kam kisī jamshed se mirī taqdīr
ba-shakl-e-qalb mujhe ek jām-e-jam to milā
nahin hai kam kisi jamshed se meri taqdir
ba-shakl-e-qalb mujhe ek jam-e-jam to mila
jamshed jis ne vaz.a kiyā jaam kyā huā
ve nasīhateñ kahāñ ga.iiñ kīdhar ve nāv-nosh
jamshed jis ne waza kiya jam kya hua
we nasihaten kahan gain kidhar we naw-nosh
jahāñ-numā to hai sāqī-numā nahīñ 'nātiq'
badal ke le gayā jamshed merā paimāna
jahan-numa to hai saqi-numa nahin 'natiq'
badal ke le gaya jamshed mera paimana
जमशेद के हिंदी अर्थ
جَمْشیِد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- سورج کی شعائیں، سورج کی روشنی
- نور، شعاع، چمک، اجالا
- پیشدادی خاندان کا چوتھا بادشاہ، ایران کے ایک مشہور بادشاہ کا نام اول تو اس کا نام جم تھا۔ مگر آذربائیجان کے جشن کے سبب پہلوی زبان کے لفظ 'شید' جس کے معنی 'شعاع آفتاب' ہے۔ اضافہ ہو گیا۔ اضافہ کا سبب یہ ہے کہ جب یہ بادشاہ سفر کرتا ہوا مقام مذکور پر پہنچا تو آفتاب کے نقطہ جمل میں آنے کا دن تھا پس حسب الحکم شاہی اس روز تخت مرصع بلند جگہ پر رکھا گیا اور بادشاہ اس تاج پر جلوس فرمایا اور جب آفتاب نکلا تو اس کا عکس اور شعاع تاج و تخت پر پڑنے سے نہایت روشنی ظاہر ہوئی، پس اس روز سے 'جمشید' مشہور ہو گیا۔
Urdu meaning of jamshed
- Roman
- Urdu
- suuraj kii shuvaa.en, suuraj kii roshnii
- nuur, shu.a, chamak, ujaalaa
- peshadaadii Khaandaan ka chauthaa baadashaah, i.iraan ke ek mashhuur baadashaah ka naam avval to is ka naam jam tha। magar aazarbaa.iijaan ke jashn ke sabab pahlavii zabaan ke lafz 'shayad' jis ke maanii 'shu.a aaftaab' hai। izaafa ho gayaa। izaafa ka sabab ye hai ki jab ye baadashaah safar kartaa hu.a muqaam mazkuur par pahunchaa to aaftaab ke nuqta jamal me.n aane ka din tha pas hasab-ul-hukam shaahii us roz taKht murassa buland jagah par rakhaa gayaa aur baadashaah is taaj par jaluus farmaayaa aur jab aaftaab nikla to is ka aks aur shu.a taaj-o-taKht par pa.Dne se nihaayat roshnii zaahir hu.ii, pas us roz se 'jamshed' mashhuur ho gayaa।
Synonyms of jamshed
Compound words of jamshed
Related searched words
jaam-e-jamshed
legendary magical goblet of the Persian king Jamshed in which he saw whatever he wished, the mirror of Jamshid (in which he saw whatever he wished)
Showing search results for: English meaning of zamshed
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (jamshed)
jamshed
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone