Search results
Saved words
Showing results for "ism-e-zaat"
Meaning ofSee meaning ism-e-zaat in English, Hindi & Urdu
English meaning of ism-e-zaat
Noun, Masculine
- an adjective
- personal noun
- the name of Allah, especially ہُو or االله
Sher Examples
jab se huā hai ishq tire ism-e-zāt kā
āñkhoñ meñ phir rahā hai muraqqa.a najāt kā
jab se hua hai ishq tere ism-e-zat ka
aankhon mein phir raha hai muraqqa najat ka
ism-e-zāt kā raaz hai jo ḳhud mere uupar faash to kar
mere dil ke ā.īne ko phir se hairat de sā.īñ
ism-e-zat ka raaz hai jo KHud mere upar fash to kar
mere dil ke aaine ko phir se hairat de sain
gum ho gayā thā maiñ kahīñ dasht-e-vajūd meñ
maiñ apne ism-e-zāt kī tasḳhīr se milā
gum ho gaya tha main kahin dasht-e-wajud mein
main apne ism-e-zat ki tasKHir se mila
اِسْمِ ذات کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (قواعد) جس نام سے ایک طرح کی بہت سی چیزوں کی حقیقت دوسری طرح کی چیزوں سے الگ سمجھی جائے اور وہ صفت نہ ہو، جیسے: اونٹ، ہاتھی، گھوڑا، آگ، پانی وغیرہ
- اسمائے الہٰی میں 'اللہ' یا 'ہو' جو صفات سے قطع نظر اس کی ذات پر دلالت کرتے ہیں
- (مجازاً) ہر شخص کا ذاتی نام (جو عَلَم ہو اور لقب یا خطاب وغیرہ نہ ہو)
Urdu meaning of ism-e-zaat
- Roman
- Urdu
- (qavaa.id) jis naam se ek tarah kii bahut sii chiizo.n kii haqiiqat duusrii tarah kii chiizo.n se alag samjhii jaaye aur vo sifat na ho, jaiseh u.unT, haathii, gho.Daa, aag, paanii vaGaira
- asmaa-e alhaa.ii me.n 'allaah' ya 'ho' jo sifaat se qataa nazar us kii zaat par dalaalat karte hai.n
- (majaazan) har shaKhs ka zaatii naam (jo ilm ho aur laqab ya Khitaab vaGaira na ho
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
choGa
चोग़ा
.چوغَہ
a type of over coat, cloak
[ Qadir, siyah choghe mein malboos girje ke markazi phaatak ko khol ke andar chala gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dareG
दरेग़
.دَریغ
regret, sorrow, grief, vexation
[ Haqiqat ka izhar karne mein daregh nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaG
बाग़
.باغ
garden, cluster of trees, plantation
[ Zaaer ne phulon ka ek bagh banaya hai jahan wo subah-sham ja kar aaram karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
teG
तेग़
.تیغ
sword
[ Sohrab ne rustam par tegh ka zabardast vaar kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daroG
दरोग़
.دَرُوغ
a lie, falsehood
[ Muqadme mein kuchh aise pech padte gaye ki darogh ko farogh (progress) ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suraaG
सुराग़
.سُراغ
race, track, clue
[ Jo koi suragh malika ka lavega hazar ashrafi aur khilat (robe of honour) inam pavega ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya۔۔۔۔۔ Imran apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
charaaG
चराग़
.چَراغ
oil lamp
[ Diwali ke tehvar mein ghar-ghar charagh jalaye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daGaa
दग़ा
.دَغا
cheat, fraud
[ Sachcha dost kabhi dagha nahin de sakta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabiz
क़ाबिज़
.قابِض
a possessor, occupant
[ Bad-qismati se qaideen (Ruler) ke rukhsat hote hi mulk par naukar-shaahi qabiz ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ismejaat, English meaning of ismejat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ism-e-zaat)
ism-e-zaat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone