Search results
Saved words
Showing results for "fidya"
Meaning ofSee meaning fidya in English, Hindi & Urdu
English meaning of fidya
Noun, Masculine
- ransom, blood-money, expiation, that money which is given in the murder compensation, guaranteed amount
- charity, sacrifice
- money as a compensation to life
- religious penalty
- tax, lagan, zakat
Sher Examples
chāhte ho 'vaqār' āzādī
fidya denā paḌegā jānoñ kā
chahte ho 'waqar' aazadi
fidya dena paDega jaanon ka
apne siine ke minā meñ bhī tah-e-ḳhanjar-e-ishq
jab koī fidya badaltā hai ġhazal hotī hai
apne sine ke mina mein bhi tah-e-KHanjar-e-ishq
jab koi fidya badalta hai ghazal hoti hai
Dhīlā paḌtā thā suulī kā phandā us kī gardan par
mere qātil ko munsif ne fidya le kar chhoḌ diyā
Dhila paDta tha suli ka phanda us ki gardan par
mere qatil ko munsif ne fidya le kar chhoD diya
फ़िदया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- दंड राशी, जुर्माना, दैत, हत्या के बदले में दिया जाने वाला धन
- लगान, ज़मीन का मालियाना, मालगुज़ारी, टैक्स
- ज़मानत, मुचल्का
- ख़ूँबहा, जान का मुआवज़ा
فِدْیَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ مال یا روپیہ جو کسی اسیر کی رہائی کے لیے ادا کیا جائے، زرِ مخلصی، سربہا، صدقہ
- صدقے، قربان، تصدق
- جان کا معاوضہ، خوں بہا
- کفّارہ، شرعی احکامات سے انحراف کا تاوان، مثلاً: ایک روزہ بغیر عذر شرعی قضا کرنے کا کفارہ ساٹھ روزے پے در پے رکھنا ہوتا ہے
- زکوٰۃ ، لگان، زمین کا مالیانہ، مال گزاری، ٹیکس
Urdu meaning of fidya
- Roman
- Urdu
- vo maal ya rupyaa jo kisii asiir kii rihaa.ii ke li.e ada kiya jaaye, zar-e-maKhalisii, sarabha, sadqa
- sadqe, qurbaan, tasadduq
- jaan ka mu.aavzaa, Khuu.nbahaa
- kaffaara, shari.i ahkaamaat se inhiraaf ka taavaan, masalnah ek roza bagair uzr shari.i qazaa karne ka kaffaara saaTh roze pai dar pai rakhnaa hotaa hai
- zakaat, lagaan, zamiin ka maaliyaana, maalaguzaarii, Taiks
Related searched words
Showing search results for: English meaning of phidya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
halaakat
हलाकत
.ہَلاکَت
death
[ Bashinde shahar ke bawarchi-khane ke bakariyon ki manind mutarassid (waiting for) ke rahte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabliiG
तबलीग़
.تَبْلِیغ
propagate, disseminate, spread, broadcast
[ Kitaben ilm ki tableegh ke zaraye mein se ek zariya hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tabarraa
तबर्रा
.تَبَرّا
repugnance, revulsion, disgust
[ Sube ka hakim-e-aala Nadwa ko achha nahin samajhta unhone ma.an (all of sudden) inkar wa tabarra shuru kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tohmat
तोहमत
.تُہْمَت
allegation, aspersion, detraction
[ Be-intizami ki tohmat, ghaflat ki badnami, Wajid Ali Shah ke sar par dhar di thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shahtiir
शहतीर
.شَہْتِیر
a large beam supporting the roof, roof beam, log, slit
[ Jalte hue shahtir ud kar maidan mein girte aur halakat ka baais hote the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutarassid
मुतरस्सिद
.مُتَرَصِّد
watching (for), expecting, vigilant
[ Aaghaz-e-maah-e-aainda (Early next month) yaani May mein jawab ke aane ka mutarassid hun ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-asl
दरअस्ल
.دَراَصْل
in fact, actually, in really
[ Baaz log kahte hain ki Laila Majnun dar-asl koi na the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaraa.e'
ज़राए'
.ذَرائع
means, sources
[ Doctori ilaj ke har mumkin zaraae istimal kiye gaye magar bekar sabit hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baqaayaa
बक़ाया
.بَقایا
remainders, remains
[ Dar-asl aaj-kal ke Unitarian Isaai unhin ke baqaya hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiib
रक़ीब
.رَقِیب
rival or competitor
[ Hatmi (definite) muqable mein do hi ham-sar yaa raqib pahunchte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (fidya)
fidya
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone