Search results
Saved words
Showing results for "e'tidaal"
Meaning ofSee meaning e'tidaal in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Vazn : 2121
See meaning: mo'tadil
Tags: Medical Physical Astronomy
Word Family: a-d-l
English meaning of e'tidaal
Noun, Masculine
- equilibrium, evenness
- a state of health in which the four humours are well balanced, sound health
- temperateness, moderation,
- symmetry
- frugality, temperance, sobriety
Sher Examples
mohabbateñ to faqat intihā.eñ māñgtī haiñ
mohabbatoñ meñ bhalā e'tidāl kyā karnā
mohabbaten to faqat intihaen mangti hain
mohabbaton mein bhala e'tidal kya karna
muzmahil ho ga.e qavā ġhālib
vo anāsir meñ e'tidāl kahāñ
muzmahil ho gae qawa ghaalib
wo anasir mein e'tidal kahan
ए'तिदाल के हिंदी अर्थ
اِعْتِدال کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- اوسط ، توازن
- طبیعت کے معمول پر ہونے کی حالت، اطمینان
- کسی جسم کے اعضا کا تناسب
- (طب) جسم انسانی میں اخلاط کا متوازن امتزاج یا تناسب مقدار کہ ایک دوسرے پر غالب نہ آئے، عناصر چہارگانہ کا قوافق، طبعی صحت.
- (ہیئت) وہ نقطہ جہاں خط استوائی اور طریق الشمس کا تقاطع ہوتا ہے (جب آفتاب یہاں پہنچتا ہے تو سب و روز برابر ہوجاتے ہیں.).
- میانہ روی ، کسی عمل میں درمیانی روش یا حالت جس میں نہ افراط ہو نہ تفریط (مثلاً خرچ کرنے میں نہ اسراف نہ بخل ، برتاو میں نہ سخت گیری نہ بلکل نرمی ، جسمت میں نہ طول نہ کوتاہی وغیرہ)
Urdu meaning of e'tidaal
- Roman
- Urdu
- ausat, tavaazun
- tabiiyat ke maamuul par hone kii haalat, itmiinaan
- kisii jism ke aazaa ka tanaasub
- (tibb) jism insaanii me.n aKhlaat ka mutavaazin imatizaaj ya tanaasub miqdaar ki ek duusre par Gaalib na aa.e, anaasir chahaargaanaa ka ko ufuq, tibbii sehat
- (haiyat) vo nuqta jahaa.n Khat astivaa.ii aur tariiq ashshams ka taqaato hotaa hai (jab aaftaab yahaa.n pahunchtaa hai to sab-o-roz baraabar hojaate hain.)
- miyaanaarvii, kisii amal me.n daramyaanii ravish ya haalat jis me.n na ifraat ho na tafriit (masalan Kharch karne me.n na israaf na buKhal, bartaav me.n na saKht gerii na bilkul narmii, jasmat me.n na tuul na kotaahii vaGaira)
Synonyms of e'tidaal
Antonyms of e'tidaal
Idioms of e'tidaal
Compound words of e'tidaal
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of etidaal, English meaning of etidal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (e'tidaal)
e'tidaal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone