Search results
Saved words
Showing results for "but-KHaana"
Meaning ofSee meaning but-KHaana in English, Hindi & Urdu
English meaning of but-KHaana
Noun, Masculine
- place of idol worship, idol-temple, pagoda
Sher Examples
TuuTe but masjid banī mismār but-ḳhāna huā
jab to ik sūrat bhī thī ab saaf vīrāna huā
TuTe but masjid bani mismar but-KHana hua
jab to ek surat bhi thi ab saf virana hua
shauq kahtā hai pahuñch jā.ūñ maiñ ab kaabe meñ jald
raah meñ but-ḳhāna paḌtā hai ilāhī kyā karūñ
shauq kahta hai pahunch jaun main ab kabe mein jald
rah mein but-KHana paDta hai ilahi kya karun
but-ḳhāna toḌ Dāliye masjid ko Dhā.iye
dil ko na toḌiye ye ḳhudā kā maqām hai
but-KHana toD Daliye masjid ko Dhaiye
dil ko na toDiye ye KHuda ka maqam hai
बुत-ख़ाना के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह स्थान जहाँ पूजा के लिए मूर्तियाँ रखी हों, देवालय, मंदिर
- प्रेमिका के रहने का स्थान (ग़ज़ल आदि में प्रयुक्त)
بُت خانَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ عبادت گاہ جہاں بت پرستش کے لیے نصب ہوتے ہیں بتکدہ، مندر
- معشوق کے رہنے کی جگہ (غزل وغیرہ میں مستعمل)
- (تصوف) عارف کامل کا باطن جس سے وہ برابر افاضۂ کیا کرتا ہے اور شیون تنزیہی اور مظاہر تشبیہی کا مخزن ہے
Urdu meaning of but-KHaana
- Roman
- Urdu
- vo ibaadatgaah jahaa.n but prastish ke li.e nasab hote hai.n butakdaa, mandir
- maashuuq ke rahne kii jagah (Gazal vaGaira me.n mustaamal
- (tasavvuf) aarif kaamil ka baatin jis se vo baraabar ifaaza-e-kiya kartaa hai aur shevan tanziihii aur mazaahir tashbiihii ka maKhzan hai
Proverbs of but-KHaana
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of butkhaana, English meaning of butkhana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (but-KHaana)
but-KHaana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone