Search results
Saved words
Showing results for "'ain"
Meaning ofSee meaning 'ain in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'ain
Noun, Masculine, Singular
- eye
- spring, fountain, source, sight
- base, foundation
- exact, real
- reflection, reflex
- the letter ع
Sher Examples
ain dānā.ī hai 'nāsiḳh' ishq meñ dīvāngī
aap saudā.ī haiñ jo kahte haiñ saudā.ī mujhe
ain danai hai 'nasiKH' ishq mein diwangi
aap saudai hain jo kahte hain saudai mujhe
ḳhvāb merā hai ain bedārī
maiñ to us meñ bhī dekhtā kuchh huuñ
KHwab mera hai ain bedari
main to us mein bhi dekhta kuchh hun
baat vo aadhī raat kī raat vo puure chāñd kī
chāñd bhī ain chait kā us pe tirā jamāl bhī
baat wo aadhi raat ki raat wo pure chand ki
chand bhi ain chait ka us pe tera jamal bhi
ain mumkin hai ki bīnā.ī mujhe dhoka de
ye jo shabnam hai sharāra bhī to ho saktā hai
ain mumkin hai ki binai mujhe dhoka de
ye jo shabnam hai sharara bhi to ho sakta hai
'ऐन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, एकवचन
عَین کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- آنکھ، چشم، نین
- اصل، بنیاد، جڑ
- چشمہ، منبع
- حقیقت، جوہر
- خیال ، مثال ، نظریہ ، تصور
- ذات ، نفس، وجود، ہر موجود چیز ، مال ، جاندار وغیرہ (مشخّص و متعیّن)
- رک : ع جس کا یہ تلفظ ہے
- سردار ، حاکم ، سرگروہ
- غیر یا ضد کا بالمقابل
- ماہیت
- . پرتو ، ظل ، مظہر ، عکس
- مثیل ، نظیر
- دُبِّ اکبر کے ایک ستارے کا نام .
- (فلسفہ) وہ شئے یا وجود جو اپنی ذات سے قائم ہو ، خواہ وہ مفرد (جوہر) ہو یا مرکب (جسم).
- (تصّوف) حق کے ساتھ ایک ہونا اور ہستی حق میں گم ہونا اور سالک کا اپنے کو ذاتِ حق میں گم کرنا اور اپنی خودی سے فنا ہو کر بقا باللہ ہو جانا اور وصال کی لذت لینا.
صفت
- اصلی ، حقیقی
- بالکل ، قطعاً
- خاص
- خصوصاً ، خاص طور پر ، کلیۃً ، وہ جسے ترک نہ کیا جا سکے
- مطابق ، ٹھیک ، خاص
- ٹھیک
- ہو بہو ، بجنسہ ، یکسر ، کلیۃً
Urdu meaning of 'ain
- Roman
- Urdu
- aa.nkh, chasham, nain
- asal, buniyaad, ju.D
- chashmaa, mambaa
- haqiiqat, jauhar
- Khyaal, misaal, nazariya, tasavvur
- zaat, nafas, vajuud, har maujuud chiiz, maal, jaanadaar vaGaira (mashKhas-o-mati.iXaan
- ruk ha e jis ka ye talaffuz hai
- sardaar, haakim, sar giroh
- Gair ya zid ka bilmuqaabil
- maahiiyat
- . parto, zul, mazhar, aks
- masiil, naziir
- dubb-e-akbar ke ek sitaare ka naam
- (falasfaa) vo she ya vajuud jo apnii zaat se qaayam ho, Khaah vo mufrad (jauhar) ho ya murkkab (jism)
- (tasavvuf) haq ke saath ek honaa aur hastii haq me.n gum honaa aur saalik ka apne ko zaat-e-haq me.n gum karnaa aur apnii Khudii se fan ho kar baqa billaah ho jaana aur visaal kii lazzat lenaa
- aslii, haqiiqii
- bilkul, qatan
- Khaas
- Khusuusan, khaastaur par, kliin, vo jise tark na kiya ja sake
- mutaabiq, Thiik, Khaas
- Thiik
- hubhuu, bajinsaa, yaksar, kliin
Synonyms of 'ain
Rhyming words of 'ain
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'adad
'अदद
.عَدَد
a number, a whole number
[ Dubla-patla kisi tange ka tattu aur ye chhote-bade teen adad bechare ki kamar dohari hui jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ishrat
'इशरत
.عِشْرَت
pleasure, enjoyment, mirth
[ Aish aur ishrat ki zindagi baghair koshish ke nahin milti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'itr
'इत्र
.عِطْر
essence, perfume
[ Hauz mein gulab keode ke favvare chhuTte, dar-o-divar par khas ka itr chhidka jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azaab
'अज़ाब
.عَذاب
difficulty, distressing affair
[ Garmi ya sardi had se zyada ho jati hai to azab lagne lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'asr
'अस्र
.عَصْر
last part of the day before sunset
[ Asr ka waqt hua badshah sair-tamashe ki khatir khema se nikal kar chauki par baithe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'urs
'उर्स
.عُرْس
a religious ceremony celebrating the union of the soul of a deceased peer
[ 23 January 2023 ko Ajmer mein Khwaja Muinuddin Chishti ka 811wan urs manaya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ataa
'अता
.عَطا
gift, present, prize, offering
[ Angrez Hindustaniyon ke karnamon se khush ho kar unko jagiren ata karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arzii
'अर्ज़ी
.عَرْضی
petition, application
[ Mulazmaton ke liye mukhtalif jagahon par arzi bhejte rahna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ash-'ash
'अश-'अश
.عَش عَش
bravo!, rejoicing
[ Irfan Khan aise adakar the ki log unki adakari par ash-ash kar uthte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'arsh
'अर्श
.عَرْش
sky
[ Farsh se le kar arsh tak har ek ko mujh se shikayat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ain
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us ('ain)
'ain
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone