Search results
Saved words
Showing results for "aam"
Meaning ofSee meaning aam in English, Hindi & Urdu
English meaning of aam
Noun, Masculine
- the mango, the fruit of the Mangifera indica
- undigested ingredients of eaten food
- also the tree of mango
Sher Examples
aam terī ye ḳhush-nasībī hai
varna langḌoñ pe kaun martā hai
aam teri ye KHush-nasibi hai
warna langDon pe kaun marta hai
aam ke peḌoñ ke saare phal sunahre ho ga.e
is baras bhī rāsta kyuuñ ro rahā thā dekhte
aam ke peDon ke sare phal sunahre ho gae
is baras bhi rasta kyun ro raha tha dekhte
आम के हिंदी अर्थ
آم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- برِ صغیر پاک و ہند کا ایک بیضاوی شکل کا یا گول (بیشتر شیریں) پھل (ایک طرف سے کسی قدر موٹا دل جس کے بیچ میں ایک مہر نما چینپی، چھلکا سخت، کچے کا گودا اندر سے سفید اور سخت، پکے کا زرد یا سرخی مائل اور نرم، گودے کے اندر بیضاوی گھٹلی، چینپی کو توڑ کرچوستے یا تراش کر کھاتے ہیں) منطقہ حارہ کا ایک مشہور اور لذیذ پھل انبہ، کیری، جس کی بہت ساری اقسام موجود ہیں
- اس پھل کا درخت
- کھائی ہوئی غذا کا کچا اور غیر ہضم شدہ جز جو سفید اور لس دار ہوتا ہے
صفت
- کچا، خام
Urdu meaning of aam
- Roman
- Urdu
- barr-e-saGiir paak-o-hind ka ek baizaavii shakl ka ya gol (beshatar shiiriin) phal (ek taraf se kisii qadar moTaa dil jis ke biich me.n ek mahar numaa chiinpii, chhilkaa saKht, kachche ka guudaa andar se safaid aur saKht, pakke ka zard ya surKhii maa.il aur naram, guude ke andar baizaavii ghaTlii, chiinpii ko to.D kar chuuste ya taraash kar khaate hain) mantiqaa haarra ka ek mashhuur aur laziiz phal ambaa, kairii, jis kii bahut saarii iqsaam maujuud hai.n
- is phal ka daraKht
- khaa.ii hu.ii Gizaa ka kachchaa aur Gair hazam shuudaa juz jo safaid aur lasdaar hotaa hai
- kachchaa, Khaam
Synonyms of aam
Rhyming words of aam
Compound words of aam
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of am
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (aam)
aam
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone