Search results
Saved words
Showing results for "vaapas"
Meaning ofSee meaning vaapas in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaapas
Adjective
- returned, gone back, behind, back, returning, again, afterwards, then
Sher Examples
ḳhuddār ḳhud-parast haiñ ziddī balā ke haiñ
ham jo ga.e to lauT kar vāpas na ā.eñge
KHuddar KHud-parast hain ziddi bala ke hain
hum jo gae to lauT kar wapas na aaenge
dard sahne ke liye sadme uThāne ke liye
un se dil apnā mujhe vāpas talab karnā paḌā
dard sahne ke liye sadme uThane ke liye
un se dil apna mujhe wapas talab karna paDa
ḳhvāhisheñ haiñ ghar se bāhar duur jaane kī bahut
shauq lekin dil meñ vāpas lauT kar aane kā thā
KHwahishen hain ghar se bahar dur jaane ki bahut
shauq lekin dil mein wapas lauT kar aane ka tha
ham un ko soch meñ gum dekh kar vāpas chale aa.e
vo apne dhyān meñ baiThe hue achchhe lage ham ko
hum un ko soch mein gum dekh kar wapas chale aae
wo apne dhyan mein baiThe hue achchhe lage hum ko
le lo bosa apnā vāpas kis liye takrār kī
kyā koī jāgīr ham ne chhīn lī sarkār kī
le lo bosa apna wapas kis liye takrar ki
kya koi jagir hum ne chhin li sarkar ki
वापस के हिंदी अर्थ
विशेषण
- पलटना, लौटना, बाद में, अस्वीकृत, रद्द किया हुआ, दुबारा, पीछे, प्रत्यागत, जो कहीं न जाकर लौट आया हो
واپَس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- لوٹایا ہوا، مسترد، اُلٹا پھرا ہوا، بٹا ہوا، پھرا ہوا، پیچھے، اُلٹا
- دوبارہ
Urdu meaning of vaapas
- Roman
- Urdu
- lauTaayaa hu.a, mustard, ulTaa phira hu.a, baTaa hu.a, phira hu.a, piichhe, ulTaa
- dubaara
Synonyms of vaapas
Related searched words
Showing search results for: English meaning of vapas, English meaning of waapas
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parastii
परस्ती
.پَرَسْتی
extreme love, adoration
[ Savitri apni shauhar-parasti ke sabab aaj bhi jani jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tartiib
तरतीब
.تَرْتِیب
embellishment, decoration
[ Mez par rakhe guldaston ki tartib bahut hi khubsurat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulchii.n
गुलचीं
.گُلچِیں
gardener, a florist
[ Baagh mein phulon ki rangini dekh kar bachche machal rahe the gulchin ne badi shafqat se sab ko ek-ek phul diye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqtidaar
इक़्तिदार
.اِقْتِدار
influence, control
[ Sach ya jhut ka imtihan us waqt hota hai jab bada aadmi apne iqtidar ya mansab se mahrum ho jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafqat
शफ़क़त
.شَفْقَت
affectionate kindness, clemency
[ Maan ki har ek daant mein bachchon ke liye shafqat jhalakti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guldasta
गुलदस्ता
.گُلْدَسْتَہ
bouquet, bouquet, bunch of flowers
[ Sadr ne mushaere mein maujud sabhi shora ko guldasta de kar unki izzat-afzaai ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazhaad
नझ़ाद
.نَژاد
family, root, origin
[ Doctor Qadir Khan ne ek Dutch-nazad khatun se shadi ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
alfaaz
अलफ़ाज़
.اَلْفاظ
words, articulate sounds, terms
[ Rekhta Dictionary ne Urdu zaban-o-adab ke dhaai lakh alfaz ka zakhira yakja kiya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuraak
ख़ुराक
.خُوْراک
rations, dosage, meal, diet
[ Naukron par hukm kiya ek aadmi ki khurak khana aur ek jaam pani diya karo ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shurakaa
शुरका
.شُرَکا
participants
[ Jashn-e-Rekhta mein shamil wale shoraka ki badi tadad Urdu se muhabbat ka ek subut hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vaapas)
vaapas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone