Search results
Saved words
Showing results for "vaapas"
Meaning ofSee meaning vaapas in English, Hindi & Urdu
English meaning of vaapas
Adjective
- returned, gone back, behind, back, returning, again, afterwards, then
Sher Examples
ḳhuddār ḳhud-parast haiñ ziddī balā ke haiñ
ham jo ga.e to lauT kar vāpas na ā.eñge
KHuddar KHud-parast hain ziddi bala ke hain
hum jo gae to lauT kar wapas na aaenge
dard sahne ke liye sadme uThāne ke liye
un se dil apnā mujhe vāpas talab karnā paḌā
dard sahne ke liye sadme uThane ke liye
un se dil apna mujhe wapas talab karna paDa
ḳhvāhisheñ haiñ ghar se bāhar duur jaane kī bahut
shauq lekin dil meñ vāpas lauT kar aane kā thā
KHwahishen hain ghar se bahar dur jaane ki bahut
shauq lekin dil mein wapas lauT kar aane ka tha
ham un ko soch meñ gum dekh kar vāpas chale aa.e
vo apne dhyān meñ baiThe hue achchhe lage ham ko
hum un ko soch mein gum dekh kar wapas chale aae
wo apne dhyan mein baiThe hue achchhe lage hum ko
le lo bosa apnā vāpas kis liye takrār kī
kyā koī jāgīr ham ne chhīn lī sarkār kī
le lo bosa apna wapas kis liye takrar ki
kya koi jagir hum ne chhin li sarkar ki
वापस के हिंदी अर्थ
विशेषण
- पलटना, लौटना, बाद में, अस्वीकृत, रद्द किया हुआ, दुबारा, पीछे, प्रत्यागत, जो कहीं न जाकर लौट आया हो
واپَس کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- لوٹایا ہوا، مسترد، اُلٹا پھرا ہوا، بٹا ہوا، پھرا ہوا، پیچھے، اُلٹا
- دوبارہ
Urdu meaning of vaapas
- Roman
- Urdu
- lauTaayaa hu.a, mustard, ulTaa phira hu.a, baTaa hu.a, phira hu.a, piichhe, ulTaa
- dubaara
Synonyms of vaapas
Related searched words
Showing search results for: English meaning of vapas, English meaning of waapas
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istehsaal
इस्तेहसाल
.اِسْتِحصال
taking undue advantage of someone, exploitation
[ Bandhua mazduron ka iqtisadi istehsal sadiyon se hota chala aa raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dars
दर्स
.دَرْس
lesson, reading, lecture
[ Ustaad ne dars ke dauran hamein bataya ki mehnat aur lagan se ham kisi bhi mushkil mazmoon (subject) mein kaamyabi ke sath sath achche nataa.ij bhi hasil kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taavaan
तावान
.تاوان
forfeit, mulct, fine for bloodshed
[ America mein Hindustani talib-ilm ke ighwakaron ne ek lakh rupee taavaan ka mutalba kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shub.haat
शुब्हात
.شُبْہات
doubts
[ Mirza ke khat ka aakhir paragraph shub.hat paida karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqtisaadii
इक़्तिसादी
.اِقْتِصادی
economic
[ Awam ki iqtisadi wa tamadduni (civic) halat sanwarne ki koshish nahin ki jati thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa-vaaris
ला-वारिस
.لا وَارِث
to which there is no heir (property), unclaimed
[ Lawaris zameen par hukumat ne qabza kar liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aGyaar
अग़्यार
.اَغْیار
strangers, unrelated or unknown persons
[ Apnon se jo hamdardi hoti wo aghyar se kahan ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
poshiida
पोशीदा
.پوشِیدَہ
concealed, hidden
[ Hikayoton mein maani-khez baten poshida hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muflis
मुफ़्लिस
.مُفْلِس
bankrupt, penniless, poor
[ Rafta-rafta daulat wa jaidad ne kinara-kashi shuru ki yahan tak ki chand roz mein Anaxagoras bilkul muflis ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (vaapas)
vaapas
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone