Search results
Saved words
Showing results for "zulfe.n"
Meaning ofSee meaning zulfe.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of zulfe.n
Noun, Masculine, Plural
- hair
Sher Examples
niiñd us kī hai dimāġh us kā hai rāteñ us kī haiñ
terī zulfeñ jis ke baazū par pareshāñ ho ga.iiñ
nind us ki hai dimagh us ka hai raaten us ki hain
teri zulfen jis ke bazu par pareshan ho gain
zulfeñ siina naaf kamar
ek nadī meñ kitne bhañvar
zulfen sina naf kamar
ek nadi mein kitne bhanwar
sarak kar aa ga.iiñ zulfeñ jo in maḳhmūr āñkhoñ tak
maiñ ye samjhā ki mai-ḳhāne pe badlī chhā.ī jaatī hai
sarak kar aa gain zulfen jo in maKHmur aankhon tak
main ye samjha ki mai-KHane pe badli chhai jati hai
dekh lete jo mire dil kī pareshānī ko
aap baiThe hue zulfeñ na sañvārā karte
dekh lete jo mere dil ki pareshani ko
aap baiThe hue zulfen na sanwara karte
haath TūTeñ maiñ ne gar chheḌī hoñ zulfeñ aap kī
aap ke sar kī qasam bād-e-sabā thī maiñ na thā
hath TuTen main ne gar chheDi hon zulfen aap ki
aap ke sar ki qasam baad-e-saba thi main na tha
ज़ुल्फ़ें के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, बहुवचन
- केश, कनपटी के साथ वाले बाल
زُلْفیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، جمع
- بال
Urdu meaning of zulfe.n
- Roman
- Urdu
- baal
Synonyms of zulfe.n
Related searched words
Showing search results for: English meaning of julfen, English meaning of zulfen
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gosh
गोश
.گوش
ear
[ Badshah ke hukm par aisa mahal tamir hua jiska misl na chashm-e-falak ne dekha na gosh-e-malak ne suna ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaqan
ज़क़न
.ذَقَن
the chin
[ Zaqan ke niche ki hajamat se munh ke amraz mein faida hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zulf
ज़ुल्फ़
.زُلْف
lock of hair, curl, tress
[ Shaer ne lambe balon wali aurat ke zulfon ko ghanghor ghata ke manind thahraya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abruu
अबरू
.اَبْرُو
the eyebrow
[ Raqqasa abru ko nacha kar raqs ke fan ka muzahira kar rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jabiin
जबीन
.جَبِین
the forehead
[ Badshah ke diwan-e-aam mein hazir hote tazim-o-ehtiram mein har ek ki jabin jhuk gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mizhgaa.n
मिझ़गाँ
.مِژْگاں
eyelashes
[ Mashuq ke khanjar nishan mizgan ka har aashiq shikar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqs
रक़्स
.رَقْص
dance as per the rhythm
[ Zubaida mamuli raqs karne waaliyon ki tarh bejaa taur par apni abruon mein junbish paida hone nahin deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
GabGab
ग़बग़ब
.غَبْغَب
dewlap, wattle (of a cock), double chin
[ Ek zan-e-mh-para, yaqut-lab, seem-ghabghab, nastaran buna-gosh, burqa-posh ithlati aai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zanaKHdaan
ज़नख़दान
.زَنَخْدان
the chin, dimple in the chin
[ Mashuq ke chaah-e-zanakhdan mein maujood kaala til aashiq ko be-khud kar deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chashm
चश्म
.چَشْم
eye
[ Apni nazm mein shaer ne mahbuba ko aahu-chashm (deer-eyed) ka naam dia hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zulfe.n)
zulfe.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone