Search results
Saved words
Showing results for "zulf-e-shab-guu.n"
Meaning ofSee meaning zulf-e-shab-guu.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of zulf-e-shab-guu.n
Noun, Feminine
- tresses like night
Sher Examples
zulf-e-shab-gūñ kī chamak paikar-e-sīmīñ kī damak
dīp-mālā hai sar-e-gañg-o-jaman kyā kahnā
zulf-e-shab-gun ki chamak paikar-e-simin ki damak
dip-mala hai sar-e-gang-o-jaman kya kahna
zulf-e-shab-gūñ tire shāne pe khulī nāgin hai
Das le ye jis ko na phir uTh ke vo paanī māñge
zulf-e-shab-gun tere shane pe khuli nagin hai
Das le ye jis ko na phir uTh ke wo pani mange
zulf-e-shab-gūñ ke sivā nargis-e-jādū ke sivā
dil ko kuchh aur balāoñ ne bhī aa gherā hai
zulf-e-shab-gun ke siwa nargis-e-jadu ke siwa
dil ko kuchh aur balaon ne bhi aa ghera hai
ज़ुल्फ़-ए-शब-गूँ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- रात के समान काले बाल
زُلْفِ شَب گُوں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- رات کی طرح کالی زُلف
Urdu meaning of zulf-e-shab-guu.n
- Roman
- Urdu
- raat kii tarah kaalii zulaf
Related searched words
Showing search results for: English meaning of julfeshabgun, English meaning of zulfeshabgoon
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuraak
ख़ुराक
.خُوْراک
meal, diet
[ Naukron par hukm kiya ek aadami ki khurak khana aur ek jaam pani diya karo ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajriba
तज्रिबा
.تَجْرِبَہ
test, trial, proof
[ Gangotri aur Ganga Sagar ke paani ka tajriba kiya ja raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nargis
नर्गिस
.نَرْگِسْ
narcissus (to which the poets frequently compare the eyes of beautiful women)
[ Nrgis, Juhi, Yasmin, Genda sabhi apni-apni khushbu ke sath zinda the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
supplication, request
[ Za'ifa ki iltija par police ne chor ko pakad kar chori ka maal baraamad kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shurakaa
शुरका
.شُرَکا
participants
[ Jashn-e-Rekhta mein shamil wale shoraka ki badi tadad Urdu muhabbat ka ek subut hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guldasta
गुलदस्ता
.گُلْدَسْتَہ
bunch of flowers, bouquet
[ Sadr-e-mushaera ne maujud sabhi sho'ara ko guldasta pesh kar unki izzat-afzaai ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si party ka inzimam hua hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulchii.n
गुलचीं
.گُلچِیں
a flower gatherer, a gardener, a florist, flower-picker
[ Baagh mein phulon ki rangini dekh kar bachche machal rahe the gulchin ne badi shafqat se sab ko ek-ek phul diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iqtidaar
इक़्तिदार
.اِقْتِدار
influence, control
[ Iqtidar-e-aala (High Command) ki bag-dor ek aadami ke hath mein nahi honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariyaadii
फ़रियादी
.فَرْیادی
complainant, petitioner
[ Fariyaadi Ram Dulare ne apni shikayatein vaapas le li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zulf-e-shab-guu.n)
zulf-e-shab-guu.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone