Search results
Saved words
Showing results for "zauq-e-nazzaara"
Meaning ofSee meaning zauq-e-nazzaara in English, Hindi & Urdu
English meaning of zauq-e-nazzaara
Noun, Masculine
- pleasure of the spectacle, sweet taste of sight, enjoyment of seeing a dear one, pleasure of the spectacle
Sher Examples
zauq-e-nazzāra usī kā hai jahāñ meñ tujh ko
dekh kar bhī jo liye hasrat-e-dīdār chalā
zauq-e-nazzara usi ka hai jahan mein tujh ko
dekh kar bhi jo liye hasrat-e-didar chala
zauq-e-nazzāra diloñ meñ dafn ho kar rah gayā
aañkh vāloñ meñ bhī ab ahl-e-nazar milte nahīñ
zauq-e-nazzara dilon mein dafn ho kar rah gaya
aankh walon mein bhi ab ahl-e-nazar milte nahin
umr bhar tujh ko dekhne par bhī
zauq-e-nazzāra kam nahīñ hotā
umr bhar tujh ko dekhne par bhi
zauq-e-nazzara kam nahin hota
ज़ौक़-ए-नज़्ज़ारा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- मनमुग्ध दृश्य, दृश्य का आनंद, देखने की लालसा, प्रिय को देखने का आनंद
ذَوقِ نَظّارَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- دیدار کی تمنا، دیکھنے کا اشتیاق، من کو راحت بخشنے والا نظارہ، معشوقہ دیکھنے کی خواہش
Urdu meaning of zauq-e-nazzaara
- Roman
- Urdu
- diidaar kii tamannaa, dekhne ka ishtiyaaq, man ko raahat baKhashne vaala nazaaraa, maashuuqaa dekhne kii Khaahish
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jauqenajjaara, English meaning of jauqenajjara
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'abiir
'अबीर
.عَبِیر
mixture of musk, saffron, sandalwood, and rose used at the saturnalia of the holi, ambergris
[ Mukhtalif rangon ki pichkariyan chaltin aur jise mauqa milta dusre ke munh par abeer aur gulaal mal deta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bait-baazii
बैत-बाज़ी
.بَیْت بازی
the poetic competitive game
[ Hostel mein raat ke khane ke baad bait-baazi ki mahfil saji ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qahqaha
क़हक़हा
.قَہْقَہَہ
loud laughter, burst of laughter, guffaw
[ Jashn-e-Rekhta mein Ziya Muhiddin ne jab muzakkar aur muannas wala mazmun sunaya log apne qahqahe aur thahake rok nahin paye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naqqaara
नक़्क़ारा
.نَقّارَہ
large drum, kettledrum
[ Qadim zamane mein jang shuru hone se pahle kuchh fauji naqqara-e-jang bajate the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nakel
नकेल
.نَکیل
the wooden or iron pin fixed in a camel's nose
[ Be-deen (Atheist) aadami aisa hai jaise be-nakel ka uunt, be-naath ka bail ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHmiina
तख़मीना
.تَخْمِینَہ
estimate, surmise, guess, costing
[ Ek-ek kamre ka takhmina saat-saat sau rupaya qarar de kar chanda wasul karna shuru kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fareb
फ़रेब
.فَریب
cheating, fraud, deceit, deception
[ Mulzim police ko fareb de kar farar ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iftaar
इफ़्तार
.اِفْطار
breaking a fast, light breakfast
[ Zyada-tar log roza khajur se iftar karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashiidagii
कशीदगी
.کَشِیدَگی
tension, ill-feeling, displeasure
[ Faculty ki satah par koi siyasi kashidagi ya principal aur staff ke saath cheeq-lash nahin thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nuqra.ii
नुक़रई
.نُقْرئی
cream-coloured, white
[ Yakayak Helena ek nuqrai ghode par sawar safed kapde pahne aur ek safed jhandi buland kie shahzadi ke giroh mein se nikli ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zauq-e-nazzaara)
zauq-e-nazzaara
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone