Search results
Saved words
Showing results for "zaituun"
Meaning ofSee meaning zaituun in English, Hindi & Urdu
English meaning of zaituun
Noun, Masculine
- olive, olive tree, olive oil
Sher Examples
fāḳhta zaitūn kī shāḳhoñ par maarī jā.egī
faisla ye ho chukā hai zālimoñ ke darmiyāñ
faKHta zaitun ki shaKHon par mari jaegi
faisla ye ho chuka hai zalimon ke darmiyan
atā kī hai ḳhudā ne in ko rangat surḳh-e-yāqūtī
tumhāre hoñT haiñ yā phir samar zaitūn se nikle
ata ki hai KHuda ne in ko rangat surKH-e-yaquti
tumhaare honT hain ya phir samar zaitun se nikle
tiir tarāzū ho jaatā hai aa kar dil meñ
hāthoñ meñ zaitūn kī Daalī rah jaatī hai
tir taraazu ho jata hai aa kar dil mein
hathon mein zaitun ki Dali rah jati hai
ज़ैतून के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- एक प्रसिद्ध बीज जिसका तेल निकलता है, और दवा में काम आता है, उन बीजों का तेल, ज़ैतून का फल, ज़ैतून का तेल
- एक सदाबहार वृक्ष जिसके फल औषधि के काम आते हैं और उनका तेल स्वास्थ्यवर्धक माना जाता है
- अरब में एक जगह का नाम जहां ज़ैतून के पेड़ उच्च मात्रा में पाए जाते हैं
زَیتُون کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- زیتون کے پھل
- ایک بڑا درخت اور اس کی لکڑی، یہ درخت بستانی، صحرائی اور کوہی ہے، یہ چالیس برس میں پھلتا ہے، اس کے پتّے اُوپر نیچے سے پتلے اور بیچ میں چوڑے اور لمبے ہوتے ہیں ، بعض کا کہنا ہے کہ پتّے امرود کے پتّوں کی طرح اور گول ہوتے ہیں ، اس کے پھل بیضاوی بُستانی بیر کی طرح ہوتے ہیں ، کچّے پھل رنگت میں گہرے سبز ہوتے ہیں اور جب گد ا جاتے ہیں تو رن٘گت سُرخ یاقوتی ہو جاتی ہے ، پکنے پر پھل سیاہ ہو جاتے ہیں، پھل کے اندر گُھٹلی ہوتی ہے، اس کے پھل کا تیل غذا اور دوا میں استعمال ہوتا ہے نیز اس سے چراغ روشن کرتے ہیں، جلپانی کا پیڑ
- زیتون کا تیل
- عرب میں ایک جگہ کا نام جہاں زیتون کے درخت بکثرت پائے جاتے ہیں
Urdu meaning of zaituun
- Roman
- Urdu
- zaituun ke phal
- ek ba.Daa daraKht aur is kii lakk.Dii, ye daraKht bustaanii, sahraa.ii aur kohii hai, ye chaaliis baras me.n phaltaa hai, is ke patte u.uopar niiche se putle aur biich me.n chau.De aur lambe hote hai.n, baaaz ka kahnaa hai ki patte amruud ke patto.n kii tarah aur gol hote hai.n, is ke phal baizaavii bustaanii biir kii tarah hote hai.n, kachche phal rangat me.n gahre sabaz hote hai.n aur jab gadaa jaate hai.n to rangat suraKh yaaquutii ho jaatii hai, pakne par phal syaah ho jaate hain, phal ke andar ghuTlii hotii hai, is ke phal ka tel Gizaa aur davaa me.n istimaal hotaa hai niiz is se chiraaG roshan karte hain, jalpaanii ka pe.D
- zaituun ka tel
- arab me.n ek jagah ka naam jahaa.n zaituun ke daraKht bakasrat pa.e jaate hai.n
Compound words of zaituun
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jaitun, English meaning of zaitoon
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaajib
वाजिब
.واجِب
just, right, appropriate
[ Aapne badi wajib baat kahi hai ki hamein imtihan ke liye taiyar rahna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHvaab
ख़्वाब
.خواب
dream
[ Sone mein khwab dekhna qudrati baat hai lekin jagte mein khwab dekhna suna hai achchha nahin hota ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
savaab
सवाब
.ثَواب
requital, or reward (especially, of obedience to God)
[ Mazhab mein kisi nek kam ka badla sawab kahlata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub
ख़ूब
.خُوب
fine, good
[ Aapne khoob kiya jo uski madad ki voh madad ka mustahiq tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habiib
हबीब
.حَبِیب
a friend
[ Dosti karne walon ko habib kahte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taKHt
तख़्त
.تَخْت
throne, royal seat
[ Mughal badhsah Akbar bahut chhoti umr mein takht par baitha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabaasat
ख़बासत
.خَباثَت
evilness, wickedness
[ Uski fitrat (nature) mein khabasat hai isliye wo sabki nazar mein bura hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vabaa
वबा
.وَبا
epidemic, pandemic, pestilence
[ Mulazimon par yah baat sabit kar di ki mera yah daura sarakari mulazimon ke liye koi....khatarnak waba nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaab
जवाब
.جَواب
answer, reply, response
[ Mehnat karne ke bawajood imtihan mein voh sawalon kaa jawab na de sakaa ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
abvaab
अबवाब
.اَبْواب
chapters, sections, parts
[ Main ne jo novel likha hai wo kul char abawab par mushtamil hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zaituun)
zaituun
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone