Search results
Saved words
Showing results for "zahr"
Meaning ofSee meaning zahr in English, Hindi & Urdu
English meaning of zahr
Noun, Masculine
- poison, venom, baneful thing or influence
- sour and spicy dish
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
yuuñ to marne ke liye zahr sabhī piite haiñ
zindagī tere liye zahr piyā hai maiñ ne
yun to marne ke liye zahr sabhi pite hain
zindagi tere liye zahr piya hai main ne
zahr mīThā ho to piine meñ mazā aatā hai
baat sach kahiye magar yuuñ ki haqīqat na lage
zahr miTha ho to pine mein maza aata hai
baat sach kahiye magar yun ki haqiqat na lage
vo zahr detā to sab kī nigah meñ aa jaatā
so ye kiyā ki mujhe vaqt pe davā.eñ na diiñ
wo zahr deta to sab ki nigah mein aa jata
so ye kiya ki mujhe waqt pe dawaen na din
ज़हर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- वह पदार्थ या रसायन जिसका सेवन प्राणियों के लिए घातक होता है, विष, गरल, (पॉइज़न)
زَہْر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ضرر رساں، نقصان دہ، مہلک، قاتل، خطرناک بات جس سے ہلاکت یا نقصان کا اندیشہ ہو
- وہ چیز جس کی تھوڑی مقدار جسم میں پہنچنے سے ہلاکت واقع ہو جائے یا ضرر پہن٘چے خواہ معمولی ہو جیسے ہیرے کی کنی، سنکھیا، یا جسمانی رطوبت جو دانت یا ڈنک کے ذریعے پہنچے، کیمیائی محلول
- ذائقے میں ناگوار یا ناقابلِ برداشت، کڑوا، تیکھا، کسیلا یا کھاری
- (استعارۃً) نہایت کڑوی چیز
- سخت ناگوار، بہت بُرا
- غصّہ، غضب، خشم
Urdu meaning of zahr
- Roman
- Urdu
- zarar rasaan, nuqsaandeh, mohlik, qaatil, Khatarnaak baat jis se halaakat ya nuqsaan ka andesha ho
- vo chiiz jis kii tho.Dii miqdaar jism me.n pahunchne se halaakat vaaqya ho jaaye ya zarar pahunche Khaah maamuulii ho jaise hiire kii kannii, sankhyaa, ya jismaanii ratuubat jo daa.nt ya Dank ke zariiye pahunche, kiimiiyaa.ii mahluul
- zaa.iqe me.n naagavaar ya naaqaabil-e-bardaasht, ka.Dvaa, tiikhaa, kasaila ya khaarii
- (ustaa ran) nihaayat ka.Dvii chiiz
- saKht naagavaar, bahut buraa
- gussaa, Gazab, Khisham
Synonyms of zahr
Rhyming words of zahr
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jahr
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (zahr)
zahr
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone