Search results
Saved words
Showing results for "yakjaa"
- English
- Hindi
- Urdu
- Similar Sounding Words
- More ▾
Meaning ofSee meaning yakjaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of yakjaa
Adjective
- at a place
-
in one place, together
Example • Jhagda karne ke liye Rakesh logon ko yakja kar raha hai
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
jo bhī yakjā hai bikhartā nazar aatā hai mujhe
jaane yuuñ hai bhī ki aisā nazar aatā hai mujhe
jo bhi yakja hai bikharta nazar aata hai mujhe
jaane yun hai bhi ki aisa nazar aata hai mujhe
jitne bikhre hue kāġhaz haiñ vo yakjā kar le
raat chupke se kahā aa ke havā ne ham se
jitne bikhre hue kaghaz hain wo yakja kar le
raat chupke se kaha aa ke hawa ne hum se
reza reza kar diyā jis ne mire ehsās ko
kis qadar hairān hai vo mujh ko yakjā dekh kar
reza reza kar diya jis ne mere ehsas ko
kis qadar hairan hai wo mujh ko yakja dekh kar
यकजा के हिंदी अर्थ
विशेषण
- एक साथ मिल कर, मिलाजुला, इकट्ठे
-
एक जगह, इकट्ठा
उदाहरण • झगड़ा करने के लिए राकेश लोगों को यकजा कर रहा है
- एक मुक़ाम पर, एक जगह
یَکْجا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ایک ساتھ مل کر، باہم، اکٹھے
-
ایک جگہ، اکٹھا
مثال • جھگڑا کرنے کے لیے راکیش لوگوں کو یکجا کر رہا ہے
- ایک مقام پر، ایک جگہ
Urdu meaning of yakjaa
- Roman
- Urdu
- ek saath mil kar, baaham, ikaTThe
- ek jagah, ikaTThaa
- ek muqaam par, ek jagah
Related searched words
Showing search results for: English meaning of yakja, English meaning of yakza
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lan-taraanii
लन-तरानी
.لَنْ تَرانی
exaggeration, hyperbole
[ Hamne to nausha (groom) ke husn ki badi lan-taraniyan suni thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naushaa
नौशा
.نَوشا
newly married man, a bridegroom
[ Us zamane mein jitni bhi shadiyan huyin naushe ka sehra aap (Farman Ftahpuri) ne likha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
paiGaam
पैग़ाम
.پَیغام
message, mission, advice
[ Email ke zariye paigham bhejna ab ek aam si baat ban chuki hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahnumaa
रहनुमा
.رَہْنُما
guide, leader, conductor, pilot
[ Sabhi rahnumaon ki ye koshish hoti hai ki wo siyasi daud mein pichhde nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aavin
मु'आविन
.مُعاوِن
partner, associate, accompanist
[ Thekedar ne waqt par kaam pura karne ke liye muavin thekedaron ka sahara liya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maddaah
मद्दाह
.مَدّاح
one who praises much, panegyrist
[ A.R. Rahman bahut hi mashhoor-o-maaroof gulookaar hai aur is ke maddah duniya bhar mein phaile huye hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulistaa.n
गुलिस्ताँ
.گُلِسْتاں
flower garden, rose garden, flower bed
[ Gulistan mein tarah tarah ke phool khile hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aah-e-sard
आह-ए-सर्द
.آہ سَرْد
cold sigh, deep sigh
[ Ek aa ke faujdar ke qadmon par gir padi aur aah-e-sard bharne lagi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasid
क़ासिद
.قاصِد
messenger, envoy, courier
[ Qasid ne Imran ko khat hawale kiya Imran goya apni qismat par hairat-zada bhi tha aur khush bhi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tosha
तोशा
.توشَہ
store, treasury
[ Choron ne tosha-khane ke sipahi ko be-hosh kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (yakjaa)
yakjaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone