Search results
Saved words
Showing results for "yaas-o-hirmaa.n"
Meaning ofSee meaning yaas-o-hirmaa.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of yaas-o-hirmaa.n
Persian, Arabic - Noun, Feminine
- melancholy and frustration
Sher Examples
bujh ga.e dil meñ ummīdoñ ke charāġh-e-raushan
yās-o-hirmāñ ke añdheroñ kī siyāhī likhiye
bujh gae dil mein ummidon ke charagh-e-raushan
yas-o-hirman ke andheron ki siyahi likhiye
ye rañg-e-be-kasī rañg-e-junūñ ban jā.egā ġhāfil
samajh le yās-o-hirmāñ ke maraz kī intihā kyā hai
ye rang-e-be-kasi rang-e-junun ban jaega ghafil
samajh le yas-o-hirman ke maraz ki intiha kya hai
yās-o-hirmāñ huuñ jo lohe ke chane bhī to chabā.ūñ
ne.amat-e-ishq ke qābil lab-o-dandāñ māñgūñ
yas-o-hirman hun jo lohe ke chane bhi to chabaun
neamat-e-ishq ke qabil lab-o-dandan mangun
यास-ओ-हिरमाँ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - संज्ञा, स्त्रीलिंग
- निराशा और हताशा, हसरत और उदासी
یاس و حِرماں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - اسم، مؤنث
- مایوسی و ناامیدی، حسرت و افسردگی
Urdu meaning of yaas-o-hirmaa.n
- Roman
- Urdu
- maayuusii-o-naa.ummiidii, hasrat-o-afsurdagii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of yaasohirmaan, English meaning of yasohirman
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajviiz
तज्वीज़
.تَجْوِیز
view, opinion, judgment
[ Sakina ne shadi ki tajqiz inkisari ke sath qubul kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intihaa
इंतिहा
.اِنْتِہا
extremity, finish, end, close, termination
[ Mahatma Gandhi pul se Ganga nadi ki intiha nahin dikhai deti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaa'iz
वा'इज़
.واعِظ
preacher, homilist
[ Maulana Azad mujahid-e-azadi (Freedom Fighter) ke sath-sath ek achhe waaiz bhi the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tafhiim
तफ़्हीम
.تَفْہِیم
teaching, instructing, informing
[ Naqabil-e-tafhim chiz har kisi ko ek hi jaisi malum hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriib
तक़रीब
.تَقْرِیب
ceremony, rite
[ Barish nahin hone ke sabab log mazhabi taqrib ka ehtimam karte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hidaayat
हिदायत
.ہِدایَت
guidance, direction
[ Waalidain ki hidaayat har bachche ke liye sab se qimti chiz hoti hai, jo use sachchi zindagi ka raasta dikhati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fehrist
फ़ेहरिस्त
.فِہْرِسْت
list, index, inventory, catalogue, table of contents
[ Main ne market jaane se pahle tamaam zaroori aur aham chizon ki fehrist taiyar ki taki kharidari ke dauran koi chiz choot na jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naamanzuur
नामंज़ूर
.نامَنظُور
rejected, refused, disapproved
[ Adaalat ne mulzim ki zamaanat ki darkhvast naamanzoor kar di kyunki us ke khilaf mazboot suboot the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zarat
मा'ज़रत
.مَعْذَرَت
excuse, apology, plea
[ Agar meri se koi aisa kaam hua ho jis se aapko taklif pahunchi ho to us ke liye maazarat ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHaalifat
मुख़ालिफ़त
.مُخالِفَت
disagreement, dissension, variance, discord
[ Agar aap kisi ki mukhalifat karte hain, to pahle us ke dalilon ko dhyan se sunein taki aap us ko behtar tariqe se jawab de sakein ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (yaas-o-hirmaa.n)
yaas-o-hirmaa.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone