Search results
Saved words
Showing results for "yaad-daasht"
Meaning ofSee meaning yaad-daasht in English, Hindi & Urdu
English meaning of yaad-daasht
Noun, Feminine
Sher Examples
kyā baat hai is ġham ke sivā kuchh bhī nahīñ shahar se yād-dāsht se guzrūñ
tanhā.ī yahāñ tak hai ki jis samt bhī dekhūñ koī dīvār hī dekhūñ
kya baat hai is gham ke siwa kuchh bhi nahin shahar se yaad-dasht se guzrun
tanhai yahan tak hai ki jis samt bhi dekhun koi diwar hi dekhun
hai yād-dāsht meñ baaqī to hifz kar 'hāris'
nahīñ ba.iid vo kab maḳhmase meñ Dhal jaa.e
hai yaad-dasht mein baqi to hifz kar 'haaris'
nahin baid wo kab maKHmase mein Dhal jae
merī yād-dāsht kho ga.ī 'ahmad'
kyā huā kyā nahīñ huā hai mujhe
meri yaad-dasht kho gai 'ahmad'
kya hua kya nahin hua hai mujhe
याद-दाश्त के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- स्मरण, स्मृति, यादगार, स्मृतिपत्र, ज्ञापन-पत्र, पत्रक, स्मारक
- ۔(फ) मुअन्नस। १। याद रखने का निशान। रोज़ नामचा। नोटबुक। लिखी हुई बातें। नोट। हाफ़िज़ा।हमारी यादाशत फ़र्क़ आगयाओ
- ۔ ۲۔ वो बात जो याद रखने के लिए लिख ली जाये याद रखने वाली बात ۔ ۳۔ काग़ज़ या ब्याज़ वग़ैरा जिस में याददेहानी के लिए कुछ लिख लिया जाये, नोटबुक , डायरी۔ ۶۔ तफ़सीली रिपोर्ट जिस में पिछली बातों की तफ़सील दर्ज हो , कारगुज़ारी की रिपोर्ट۔ ۵۔ याददेहानी की चिट्ठी, ताकीदी दूसरा ख़त,
- गुज़श्ता हालात या वाक़ियात पर निकाला गया रिसाला नीज़ दस्तावेज़ वग़ैरा गुज़श्ता बातों की तहरीर, रूदाद, वक़ाऐ
یادداشْت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- یاد رکھنے کی ّقوت، وہ قوت جو حواس ظاہری و باطنی کے افعال کو دماغ میں محفوظ رکھتی ہے، حافظہ
- وہ بات جو یاد رکھنے کے لیے لکھ لی جائے یاد رکھنے والی بات
- کاغذ یا بیاض وغیرہ جس میں یاد دہانی کے لیے کچھ لکھ لیا جائے، نوٹ بک، ڈائری
- گزشتہ حالات یا واقعات پر نکالا گیا رسالہ نیز دستاویز وغیرہ گزشتہ باتوں کی تحریر، روداد، وقائع
- یاد دہانی کی چٹھی، تاکیدی دوسرا خط
- تفصیلی رپورٹ جس میں پچھلی باتوں کی تفصیل درج ہو، کارگزاری کی رپورٹ
- (تصوف) ذات حق سبحانہ میں محو و فنا ہو کر بقا باللہ ہونے کی حالت
Urdu meaning of yaad-daasht
- Roman
- Urdu
- U2H translate Method Index was outside the bounds of the array.
- vo baat jo yaad rakhne ke li.e likh lii jaaye yaad rakhne vaalii baat
- kaaGaz ya byaaz vaGaira jis me.n yaadadehaanii ke li.e kuchh likh liyaa jaaye, noTabuk, Daayrii
- guzashta haalaat ya vaaqiyaat par nikaalaa gayaa risaalaa niiz dastaavez vaGaira guzashta baato.n kii tahriir, ruudaad, vaqaa.ai
- yaadadehaanii kii chiTThii, taakiidii duusraa Khat
- tafsiilii riporT jis me.n pichhlii baato.n kii tafsiil darj ho, kaarguzaarii kii riporT
- (tasavvuf) zaat haq subhaanaa me.n mahv-o-fan ho kar baqa billaah hone kii haalat
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of yaaddaasht, English meaning of yaddasht
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (yaad-daasht)
yaad-daasht
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone