Search results
Saved words
Showing results for "ulTaa-siidhaa"
Meaning ofSee meaning ulTaa-siidhaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ulTaa-siidhaa
Adverb
- helter-skelter, disorderly, disorganized, rubbish, nonsense
Sher Examples
kar lūñgā kuchh ulTā-sīdhā
phir kyā kahnā kyoñ karte ho
kar lunga kuchh ulTa-sidha
phir kya kahna kyon karte ho
jo karte the ulTā-sīdhā karte the
ham patthar pe dariyā pheñkā karte the
jo karte the ulTa-sidha karte the
hum patthar pe dariya phenka karte the
ham hī ulTā-sīdhā sochā karte haiñ
rishte thoḌe pakke kachche hote haiñ
hum hi ulTa-sidha socha karte hain
rishte thoDe pakke kachche hote hain
उल्टा-सीधा के हिंदी अर्थ
اُلْٹا سِیدھا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- جگہ سے بے جگہ ، بے ترتیب ، خلط ملط ، جیسے : ذرا سی دیر کے لیے آئے اور کمرے کا سارا سامان الٹا سیدھا ڈال گئے ۱. معمولی حالت کے خلاف .
- ۱. عالم اضطرار میں ، جلدی جلدی.
- ۲. بے تکا ، نا ملائم ، مرضی یا منشا کے بر خلاف.
- ۳. ضابطے اصول یا قانون کے منافی ، غلط صحیح ، نا عاقبت اندیشی پر مبنی ، جا بیجا
- ۴. بہکانے یا ابھارنے کا ، گمراہ کن.
- ۵. معمولی ، غیر مستند، برا بھلا.
Urdu meaning of ulTaa-siidhaa
- Roman
- Urdu
- jagah se be jagah, betartiib, Khalat-malat, jaise ha zaraa sii der ke li.e aa.e aur kamre ka saaraa saamaan ulTaa siidhaa Daal ge १. maamuulii haalat ke Khilaaf
- ۱. aalam izatiraar me.n, jaldii jaldii
- ۲. betuka, na mulaa.im, marzii ya manshaa ke bar Khilaaf
- ۳. zaabte usuul ya qaanuun ke munaafii, Galat sahii, naa.aaqbat andeshii par mabnii, ja bejaa
- ۴. bahkaane ya ubhaarne ka, gumraah kun
- ۵. maamuulii, Gair mustanad, buraa bhala
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of ultaaseedhaa, English meaning of ultaasidhaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (ulTaa-siidhaa)
ulTaa-siidhaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone