Search results
Saved words
Showing results for "tuufaan-e-ashk"
Meaning ofSee meaning tuufaan-e-ashk in English, Hindi & Urdu
Vazn : 22221
Tags: Figurative
English meaning of tuufaan-e-ashk
Noun, Masculine
- sail of tears
Sher Examples
agarche tūfān-e-ashk ham ko tumhāre ġham ne atā kiyā hai
magar ye tūfān apnī kashtī Dubo bhī saktā hai aur nahīñ bhī
agarche tufan-e-ashk hum ko tumhaare gham ne ata kiya hai
magar ye tufan apni kashti Dubo bhi sakta hai aur nahin bhi
jo ḳhauf tūfān-e-ashk se ab nahīñ hai jaatā na jaa.e qāsid
ravāñ karūñ sū-e-yār-e-jānī ḳhatoñ kī nāveñ banā banā kar
jo KHauf tufan-e-ashk se ab nahin hai jata na jae qasid
rawan karun su-e-yar-e-jaani KHaton ki nawen bana bana kar
ab jo ghaTtā hai ghaTe tūfān-e-ashk
apnī qismat kā likhā maiñ dho chukā
ab jo ghaTta hai ghaTe tufan-e-ashk
apni qismat ka likha main dho chuka
طُوفانِ اَشْک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- آنسوؤں کا سیلاب ؛ (کنایۃً) رونے کی شدّت ، آنسوؤں کی بارش.
Urdu meaning of tuufaan-e-ashk
- Roman
- Urdu
- aa.nsuu.o.n ka selaab ; (kanaa.en) rone kii shiddat, aa.nsuu.o.n kii baarish
Showing search results for: English meaning of toofaaneashk, English meaning of toofaneashk
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaa.iqiin
शाइक़ीन
.شائِقِین
ardent admirers or supporters, votaries
[ Police jama-talashi ke baad hi shaaiqin ko cricket maidan mein jane de rahi thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farzand
फ़रज़ंद
.فَرْزَنْد
male child, son
[ Mirrikh yani Mangal ko Zamin ka farzand mana jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guluu-kaar
गुलू-कार
.گُلُو کار
singer, songster, vocalist
[ Shaeqin ne gulukar se pure gane ki farmaish ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faziihat
फ़ज़ीहत
.فَضِیحَت
disgrace, infamy, ignominy, insult
[ Kisi hile se kanizon ko chalta kiya taki fazihat na ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zaKHaamat
ज़ख़ामत
.ضَخامَت
thickness, volume
[ Jab kitab shuru to malum hua ki zakhamat 800 safha ko pahunch jayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maraz
मरज़
.مَرَض
disease, sickness, illness
[ Ganv ke marizon ko ilaj ke liye shahar jana padta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kulliyaat
कुल्लियात
.کُلِّیات
whole work of an author or poet
[ Diwan-e-Zafar ki zakhamat ko dekh kar kaatib be-ikhtiyar bol pada kahan tak ham isko likhte hi rahen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qalb
क़ल्ब
.قَلْب
the heart
[ blood pressure ek tarah ka maraz-e-qalb hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHadsha
ख़द्शा
.خَدْشَہ
fear, alarm, danger
[ Is baat ka khadsha zahir hua ki barrage ki tamir se muzafat ke ilaqa ko sim-o-thur (water-logging and salinity) ka masla darpesh ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sufuuf
सुफ़ूफ़
.سُفُوف
medicine taken dry and unmixed, a powder (in opposition to an electuary)
[ Ande ka ek taraf ka sar toD kar namak aur kali-mirch ka sufoof mila kar khana chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tuufaan-e-ashk)
tuufaan-e-ashk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone