Search results
Saved words
Showing results for "tunuk-zarf"
Meaning ofSee meaning tunuk-zarf in English, Hindi & Urdu
English meaning of tunuk-zarf
Persian, Arabic - Adjective, Compound Word
- unable to drink much, tattler, shallow, mean, misanthropic
- a weak vessel, unable to keep a secret,
Sher Examples
ham aise balā-nosh ki chhalkāte hī guzrī
tum aise tunuk-zarf chhalaknā bhī na aayā
hum aise bala-nosh ki chhalkate hi guzri
tum aise tunuk-zarf chhalakna bhi na aaya
ubhrā jo rū-siyāh tunuk-zarf kyā huā
had se sivā jo ḳhaal huā vo masā huā
ubhra jo ru-siyah tunuk-zarf kya hua
had se siwa jo KHal hua wo masa hua
mere rone pe vo hañs hañs ke ye kahnā terā
ki tunuk-zarf se chhupte kabhī asrār nahīñ
mere rone pe wo hans hans ke ye kahna tera
ki tunuk-zarf se chhupte kabhi asrar nahin
तुनुक-ज़र्फ़ के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - विशेषण, संयुक्त शब्द
- पेट का हल्का, जिसे बात न पचे, जिसे बर्दाश्त न हो, छिछोरा, लोफ़र, अकुलीन, कमीना, जो थोड़ी-सी शराब पीकर बहक जाय, जो किसी बड़े आदमी के पास पहुँचकर या बड़ा पद पाकर घमंड के कारण आदमी न रहे
تُنُک ظَرْف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - صفت، مرکب لفظ
- کم ہمت، اوچھا، جس میں حوصلہ کم ہو
- پیٹ کا ہلکا، جسے بات نہ پچے، جسے برداشت نہ ہو
- کم ظرف، کمینہ، تنگ دل
Urdu meaning of tunuk-zarf
- Roman
- Urdu
- kam himmat, ochhaa, jis me.n hauslaa kam ho
- peT ka halkaa, jise baat na pache, jise bardaasht na ho
- kamzarf, kamiina, tangdil
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tunukjarf, English meaning of tunukzarf
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sanam
सनम
.صَنَم
idol, sculpture, beloved, sweetheart
[ Sanam ki surat bana kar baar-baar dekh lene se muhabbat ki pyas nahin bujhti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israaf
इसराफ़
.اِصْراف
lavish expenditure
[ Beja israf se bachna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahaasin
महासिन
.مَحاسِن
beard, mustache or whiskers
[ Karbala ki dastanen sun kar logon ke mahasin aansuon se tar ho gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaal
जमाल
.جَمال
beauty, elegance, comeliness
[ Darbar mein raani ke husn-o-jamal ke aage sab be-rang nazar aa rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
afshaa.n
अफ़्शाँ
.اَفْشاں
glittering golden powder
[ Afshan auraton ke chehre par khubsurti ke liye chhidke jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
doshiiza
दोशीज़ा
.دوشِیزَہ
beautiful girl, gorgeous girl
[ Jab dusare sanduq ko khola to us mein se ek doshiza jadu-jamal pari-tamsal nikli ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shiguufa
शिगूफ़ा
.شِگُوفَہ
bud, blossom
[ Shigofe jhad kar is qadr dher ho gaye ki qabr dhak gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashnaa
आश्ना
.آشْنا
aware of, accustomed to, having knowledge of
[ Hindustan mein qiyam (stay, halt) ke sabab Angrez Hindustani siqafat (culture) se bahut had tak aashna ho gaye the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashk
अश्क
.اَشْک
tear, tears
[ Ek arse baad apne bete Khaalid se mil kar uske maan ki aankhen ashk-e-mohabbat se bhar gayin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gairat-mand
ग़ैरतमंद
.غَیرَت مَنْد
self-respecting, one with keen sense of honour
[ Gairat-mand log apne usoolon ke khilaf kabhi nahin jaate ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (tunuk-zarf)
tunuk-zarf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone