Search results
Saved words
Showing results for "tiir-e-naaz"
Meaning ofSee meaning tiir-e-naaz in English, Hindi & Urdu
English meaning of tiir-e-naaz
Noun, Masculine
- arrow of coquetry
Sher Examples
rah gayā hai TuuT kar zaḳhm-e-jigar meñ tīr-e-nāz
ab lagā lenā nahīñ dushvār qātil kā patā
rah gaya hai TuT kar zaKHm-e-jigar mein tir-e-naz
ab laga lena nahin dushwar qatil ka pata
hausla-e-sitam baḌhe teġh-o-sināñ kā dam baḌhe
ek hī tīr-e-nāz meñ kījiye haa.e haa.e kyuuñ
hausla-e-sitam baDhe tegh-o-sinan ka dam baDhe
ek hi tir-e-naz mein kijiye hae hae kyun
mumkin hai tīr-e-nāz se dil ko bachā bhī luuñ
lekin nazar kī choT bachā.ī na jā.egī
mumkin hai tir-e-naz se dil ko bacha bhi lun
lekin nazar ki choT bachai na jaegi
तीर-ए-नाज़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- प्रेमिका की अदा जो तीर सी होती है
تِیرِ ناز کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- انداز، شوخی، ادا، کرشمه
Urdu meaning of tiir-e-naaz
- Roman
- Urdu
- andaaz, shoKhii, ada, karishme
Showing search results for: English meaning of teerenaaz, English meaning of teerenaz
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saalis
सालिस
.ثالِث
a third person, a mediator, arbitrator
[ Diwani ke muqadme mein fariqain ne ek wakil ko salis kiya tha, usne muddaiyan ka dawa kharij kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daryaaft
दरयाफ़्त
.دَریافْت
discovery, disclosure
[ Vasco Da Gama ne Portugal se mashriq ki janib jane wale bahri raste ki daryaft ki thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yakjaa
यकजा
.یَکْجا
in one place, together
[ Jhagda karne ke liye Rakesh logon ko yakja kar raha hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasiina
हसीना
.حَسِینَہ
beautiful woman, belle, damsel
[ Hasan ne kaha mere chacha ki ladki hasina jamila thi jis par main farefta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fariiqain
फ़रीक़ैन
.فَرِیقَین
both parties, two parties involved in a law suit, plaintiff and defendant
[ Assistant sahab ne fariqain se daryaft kar ke badi der mein ek yaad-dasht murattab ki ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naamzadgii
नामज़दगी
.نامزَدَ گی
nomination
[ Loksabha election ke liye parcha-e-naamzadgi ki tarikhona ka elan hone laga hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mudda'iyyaan
मुद्द'इय्यान
.مُدَّعِیّان
plaintiffs
[ Muddaiyan ne apna dawa mazbut karne ke liye kai suboot yakja kiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisaatii
हादिसाती
.حادِثاتی
without intention, accidental
[ Hadsati fund qahat, zalzale waghaira jaise daf'atan aane wale bohran mein istimal ke liye hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashra
अश्रा
.عَشْرہ
ten, a period of ten years, especially a period
[ 1881 taa 1891 ka ashra hi sirf aisa zamana tha jo kisi ghair-maamuli tabahi se bacha raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shanaaKHt
शनाख़्त
.شَناخْت
recognition, identification, knowledge
[ Aadmi ya chiz ki namzadgi uski shanakht ke liye bahut zaruri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tiir-e-naaz)
tiir-e-naaz
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone