Search results
Saved words
Showing results for "tazalzul"
Meaning ofSee meaning tazalzul in English, Hindi & Urdu
English meaning of tazalzul
Noun, Masculine
- being shaken, being or becoming in a state of motion
- commotion, agitation, trepidation
- an earthquake
- swerving (from the path of rectitude)
- discrepancy (in a deposition)
- defalcation
Sher Examples
tazalzul meñ kis vāste hai zamāna
shab-e-hijr hai ye qayāmat nahīñ hai
tazalzul mein kis waste hai zamana
shab-e-hijr hai ye qayamat nahin hai
mirī vafā meñ hai kyā tazalzul mirī itā.at meñ kyā kamī hai
ye kyuuñ nigāheñ phirī haiñ mujh se mizāj meñ kyuuñ ye barhamī hai
meri wafa mein hai kya tazalzul meri itaat mein kya kami hai
ye kyun nigahen phiri hain mujh se mizaj mein kyun ye barhami hai
tazalzul se barī ho terā istiqlāl ulfat meñ
yaqīn par yaqīñ ho jā gumān-e-be-gumāñ ho jā
tazalzul se bari ho tera istiqlal ulfat mein
yaqin par yaqin ho ja guman-e-be-guman ho ja
तज़लज़ुल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- खलबली, भूचाल, तहलका
- कंपन, हिलना-डोलना, भूकंप, जल्जला, हलचल, खलबली, सनसनी, क्रान्ति, इन्किलाब, अस्थिरता, डगमगाहट, भूंचाल, तूफ़ानी हालत, अफरा तफरी, तहलका, गड़बड़
- लड़खड़ाहट, लरिज़श।।
- एक जगह से दूसरी जगह जाने का अमल, बटना, बे यक़ीनी
تَزَلْزُل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ہلنا، جنبش، ہلچل، اضطراب، افرا تفری، ابتری
- تموج، تلاطم، طوفانی حالت
- زلزلہ، بھونچال
- ڈگمگاہٹ، نا استواری، لغزش
- فرق آنا کمی ہونا
- بے یقینی، تردد
- ایک جگہ سے دوسری جگہ جانے کا عمل، بٹنا
- (مجازاََ) انحراف
Urdu meaning of tazalzul
- Roman
- Urdu
- hilnaa, jumbish, halchal, izatiraab, aphra taphrii, abtarii
- tamuuj, talaatum, tuufaanii haalat
- zalzala, bhuunchaal
- DagamgaahaT, na ustivaarii, laGzish
- farq aanaa kamii honaa
- be yaqiinii, taraddud
- ek jagah se duusrii jagah jaane ka amal, baTna
- (mujaazaa) inhiraaf
Synonyms of tazalzul
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tajaljul
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashiyaana
आशियाना
.آشِیانہ
nest, shelter
[ Dekha to ek purana-dhurana wirana hai chughad-o-boom (owl) ka aashiyana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chuGd
चुग़्द
.چُغْد
(Satirical) foolish, blockhead, stupid
[ Niklo yahan se chughd kahin ke, maut ke raag gaane ke siva aur raag aata nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHam-o-pech
ख़म-ओ-पेच
.خَم و پیچ
curves and curls
[ Raihan ki zindagi mein bahut se kham-o-pech aaye, lekin usne har mushkil ka samna kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
manhuus
मनहूस
.مَنحُوس
ill-omened, unlucky, unfortunate
[ Nujumiyon ne safar ke liye manhus bataya, isliye shah aur shahzada wapas chale aaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nujuumii
नुजूमी
.نُجُومی
astrologer
[ Sitaron ka kham-o-pech kisi nujumi ke bas ka nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baGlol
बग़्लोल
.بَغْلول
phlegmatic, dull, obtuse, stupid
[ Pairon mein topi rakh kar kaam nikalna chahta tha par ham bhi aise baghlol nahin hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulban
गुलबन
.گُلبَن
flower garden
[ Ek ghar ke do charagh ek dar ke do daagh ek gulban ke do shajar (Tree) ek shajar ke do samar (Fruit) hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqarrurii
तक़र्रुरी
.تَقَرُّری
appointment, nomination, settlement
[ Manmani taqarruri ki taftish honi chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nichhaavar
निछावर
.نِچھاوَر
a propitiatory offering, a sacrifice
[ Hujoom itna hua tha ki nazr aur nichhawar karne ko log nazdik na pahunch sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
talabii
तलबी
.طَلَبی
demand, request
[ Ladkiyon ko apne huqooq ki talabi par aamada karen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tazalzul)
tazalzul
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone