Search results
Saved words
Showing results for "TaTTii"
Meaning ofSee meaning TaTTii in English, Hindi & Urdu
English meaning of TaTTii
Noun, Feminine
- a bamboo frame covered with fragrant grass (kept wet to cool the air)
- frame to support creepers
- hiding place
- (Metaphorically) human excrement
- poo
- wall or screen made of thatch or split bamboos
- a frame-work of bamboo (used for illumination, or as a support for a vine or other creeper, or to form an enclosure)
- a matted frame (for a door or window)
- a fence
- a necessary office, privy, latrine (such being usually enclosed by matted bamboo frames)
Sher Examples
kahīñ jalā de na use shola-e-āh-e-āshiq
palkoñ kī TaTTī ke ta.iiñ āñkhoñ kī ojhal na karo
kahin jala de na use shola-e-ah-e-ashiq
palkon ki TaTTi ke tain aankhon ki ojhal na karo
hai dil kī daao ghaat meñ mizhgāñ se chashm-e-yār
hai shauq us kī TaTTī kī ojhal shikār kā
hai dil ki dao ghat mein mizhgan se chashm-e-yar
hai shauq us ki TaTTi ki ojhal shikar ka
khelnā aatā hai ham ko bhī shikār
par nahīñ zāhid koī TaTTī kī aaḌ
khelna aata hai hum ko bhi shikar
par nahin zahid koi TaTTi ki aaD
टट्टी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- टट्टर
- तिनकों, तीलियों आदि को आपस में फंसा या बाँधकर तैयार किया हुआ परदा, जैसे-खस की टट्टी
- तिनकों, तीलियों आदि को मोटे धागे में गूँथकर बनाया गया परदा, चिलमन, चिक
- बाँस की पट्टियों का बनाया गया हलका टट्टर
- ख़स की सुगंधित जड़ का इसी प्रकार बनाया हुआ परदा
- बाँस की उक्त टट्टी से घेर कर बनाया गया स्थान जो शौच आदि के लिए नियत होता है, शौचालय
- पाख़ाना, मल, गू
ٹَٹّی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- بانس کا ٹھاٹر جس پر چراغ رکھ کر روشنی کی جاتی ہے
- (مجازاً) پاخانہ، جائے ضرورت، بیت الخلا، سنڈاس
- (باغ بانی) سدا بہار پودوں کی قطار جو چمن یا کیاری کے اطراف باڑ کے طور پر لگائی جائے، باڑ
- شکار کھیلنے کی آڑ جو شکاری اپنے ساتھ رکھتے ہیں
- (مجازاً) اوٹ، پردہ، حجاب
- آتشبازی کی دیوار جو بانس کی کھپچیوں سے بنائی جاتی ہے
- آرائش (پھول وغیرہ) جو شادی بیاہ میں تخت رواں پر لے جاتے ہیں
- بانس یا سرکنڈوں وغیرہ کا بندھا ہوا چھوٹا ٹٹا، چلمن، دیوار
- خس کی ٹٹی جو موسم گرما میں دروازوں کے آگے لگائی جاتی ہے اور کمرے میں ٹھنڈک پہنچانے کے لیے اس پر پانی چھڑکتے رہتے ہیں
- وہ چھت یا چوبی چار دیواری جس پر انگور کی بیل چڑھاتے ہیں
- وہ رکاوٹ یا اوٹ جو سپاہی جنگ میں اپنی حفاظت کے لیے اپنے سامنے لگاتے ہیں
- (کنایۃً) لمبی داڑھی
Urdu meaning of TaTTii
- Roman
- Urdu
- baans ka ThaaTar jis par chiraaG rakh kar roshnii kii jaatii hai
- (majaazan) paaKhaanaa, jaaye zaruurat, bait-ul-Khalaa, sanDaas
- (baaG baanii) sadaabahaar paudo.n kii qataar jo chaman ya kyaarii ke atraaf baa.D ke taur par lagaa.ii jaaye, baa.D
- shikaar khelne kii aa.D jo shikaarii apne saath rakhte hai.n
- (majaazan) oT, parda, hijaab
- aatishbaazii kii diivaar jo baans kii khapachchiyo.n se banaa.ii jaatii hai
- aaraa.ish (phuul vaGaira) jo shaadii byaah me.n taKhtarvaa.n par le jaate hai.n
- baans ya sarkanDo.n vaGaira ka bandhaa hu.a chhoTaa TuTa, chilman, diivaar
- Khas kii TaTTii jo mausim-e-garma me.n darvaazo.n ke aage lagaa.ii jaatii hai aur kamre me.n ThanDak pahunchaane ke li.e is par paanii chhi.Dakte rahte hai.n
- vo chhat ya chobii chaar diivaarii jis par anguur kii bail cha.Dhaate hai.n
- vo rukaavaT ya oT jo sipaahii jang me.n apnii hifaazat ke li.e apne saamne lagaate hai.n
- (kanaa.en) lambii daa.Dhii
Synonyms of TaTTii
Idioms of TaTTii
Rhyming words of TaTTii
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of tattee, English meaning of tatti
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (TaTTii)
TaTTii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone