Search results
Saved words
Showing results for "tark-e-'ishq"
Meaning ofSee meaning tark-e-'ishq in English, Hindi & Urdu
English meaning of tark-e-'ishq
Noun, Masculine, Compound Word
- renouncing love
Sher Examples
itnī bhī yaad ḳhuub nahīñ ahd-e-ishq kī
nazroñ meñ tark-e-ishq kā manzar bhī aa.egā
itni bhi yaad KHub nahin ahd-e-ishq ki
nazron mein tark-e-ishq ka manzar bhi aaega
hotī nahīñ qubūl duā tark-e-ishq kī
dil chāhtā na ho to zabāñ meñ asar kahāñ
hoti nahin qubul dua tark-e-ishq ki
dil chahta na ho to zaban mein asar kahan
be-e'tibār ho ga.e ham tark-e-ishq se
az-bas ki pās-e-vāda-o-paimāñ nahīñ rahā
be-e'tibar ho gae hum tark-e-ishq se
az-bas ki pas-e-wada-o-paiman nahin raha
तर्क-ए-'इश्क़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, संयुक्त शब्द
- प्रेम का त्याग
تَرْکِ عِشْق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، مرکب لفظ
- محبت سے توبہ کرنا
Urdu meaning of tark-e-'ishq
- Roman
- Urdu
- muhabbat se tauba karnaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tarkeishk, English meaning of tarkeishq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koyi na koyi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jisse tamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istimal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koyi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadami ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koyi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (tark-e-'ishq)
tark-e-'ishq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone