Search results
Saved words
Showing results for "ta.Daptaa"
Meaning ofSee meaning ta.Daptaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ta.Daptaa
- agonize, flutter, to be anxious for, thirst
Sher Examples
ye kyā ki vo jab chāhe mujhe chhīn le mujh se
apne liye vo shaḳhs taḌaptā bhī to dekhūñ
ye kya ki wo jab chahe mujhe chhin le mujh se
apne liye wo shaKHs taDapta bhi to dekhun
jo haiñ mazlūm un ko to taḌaptā chhoḌ dete haiñ
ye kaisā shahr hai zālim ko zinda chhoḌ dete haiñ
jo hain mazlum un ko to taDapta chhoD dete hain
ye kaisa shahr hai zalim ko zinda chhoD dete hain
ye sach hai chand lamhoñ ke liye bismil taḌaptā hai
phir is ke ba.ad saarī zindagī qātil taḌaptā hai
ye sach hai chand lamhon ke liye bismil taDapta hai
phir is ke baad sari zindagi qatil taDapta hai
تَڑَپْتا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
- پھڑ پھڑانا، پھاند جانا، بیکل ہونا، بیقرار ہونا، بیحد مشتاق ہونا، بیتاب ہونا، اُڑنے کی کوشش کرنا، کود کر چلا جانا، خواہشمند ہونا، جست کرنا، بے قرار ہونا
Urdu meaning of ta.Daptaa
- Roman
- Urdu
- pha.D pha.Daanaa, phaand jaana, bekal honaa, beqraar honaa, behad mushtaaq honaa, betaab honaa, u.Dne kii koshish karnaa, kuud kar chala jaana, Khaahishmand honaa, jast karnaa, beqraar honaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of tadapta, English meaning of tadaptaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadami mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-hal ka muqabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadami ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadami mare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat mein qadam jamaye rakhne ke liye aadami ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ta.Daptaa)
ta.Daptaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone