Search results
Saved words
Showing results for "taa'riif"
Meaning ofSee meaning taa'riif in English, Hindi & Urdu
English meaning of taa'riif
Noun, Feminine
- praise, admiration, commendation, appreciation, polite form of address
- introduction, definition, description, explanation, narration
Sher Examples
sunte haiñ jo bahisht kī tārīf sab durust
lekin ḳhudā kare vo tirā jalva-gāh ho
sunte hain jo bahisht ki tarif sab durust
lekin KHuda kare wo tera jalwa-gah ho
tārīf us ḳhudā kī jis ne jahāñ banāyā
kaisī zamīñ banā.ī kyā āsmāñ banāyā
tarif us KHuda ki jis ne jahan banaya
kaisi zamin banai kya aasman banaya
na pūchho husn kī tārīf ham se
mohabbat jis se ho bas vo hasīñ hai
na puchho husn ki tarif hum se
mohabbat jis se ho bas wo hasin hai
ustād ke ehsān kā kar shukr 'munīr' aaj
kī ahl-e-suḳhan ne tirī tārīf baḌī baat
ustad ke ehsan ka kar shukr 'munir' aaj
ki ahl-e-suKHan ne teri tarif baDi baat
mahshar meñ ik savāl kiyā thā karīm ne
mujh se vahāñ bhī aap kī tārīf ho ga.ī
mahshar mein ek sawal kiya tha karim ne
mujh se wahan bhi aap ki tarif ho gai
ता'रीफ़ के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- उक्त प्रकार की परिभाषा से यवत वर्णन या विवरण
- लक्षणों आदि से युक्त परिभाषा
- प्रशंसा; बड़ाई; बखान
- परिचय, पहचान
- श्लाघा, जानकारी, गुण, जौहर, व्याख्या
تَعْرِیف کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ۱. تشریح ، توضیح ، خصوصیات کا بیان .
- ۲. ثنا ، توصیف ، مدح.
- ۳. کسی کو کسی سے شناسا کرنا، شناسائی ، پہچان ، تعارف.
- ۴. درآمد برامدے محصول کا نقشہ
- ۵. اعتراف، شرف قبول.
- ۶. پسندیدگی ، نسبت کمال ، قدر ، تحسین ، داد ، قدر شناسی.
Urdu meaning of taa'riif
- Roman
- Urdu
- ۱. tashriih, tauziih, Khusuusiiyaat ka byaan
- ۲. sanaa, tausiiph, madah
- ۳. kisii ko kisii se shanaasaa karnaa, shanaasaa.ii, pahchaan, ta.aaruf
- ۴. daraamad baraamde mahsuul ka naqsha
- ۵. etraaf, sharaf qabuul
- ۶. pasandiidgii, nisbat kamaal, qadar, tahsiin, daad, qadrashnaasii
Synonyms of taa'riif
Antonyms of taa'riif
See AllCompound words of taa'riif
Proverbs of taa'riif
Related searched words
Showing search results for: English meaning of taareef, English meaning of taarif
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutalaashii
मुतलाशी
.مُتَلاشی
one who seeks or searches for, searcher, seeker
[ Haq ke mutalashi Gautam Budh haq ki talash mein nikal pade ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muhaasba
मुहासबा
.مُحاسَبَہ
audit of account, calculation
[ Markazi hukumat ke hisab ka aazadana muhasba hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHtalif
मुख़्तलिफ़
.مُخْتَلِف
different, dissimilar
[ Har aadami ki samajh mukhtalif hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
imkaan
इम्कान
.اِمْکان
possibility, probability
[ March April ke mahine mein chechak hone ka imkan zyada rahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraar
फ़रार
.فَرَار
running away, escape, flight
[ Ghar walon ke etimad (trutst) ka faida utha kar gharelu naukarani sara saman le kar farar ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
knowledge, acquaintance
[ दुनिया के हालिया सियासी हालात की ख़बर सबको रखनी चाहिए ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'aazimiin
'आज़िमीन
.عازِمین
intending, determined
[ Hindustan ke mukhtalif goshe se azimin-e-haj ki ravangi shuru ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
markazii
मरकज़ी
.مَرکَزی
central, pivotal
[ Zamin apne markazi nuqta (Point) par ghumti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ravaangii
रवानगी
.رَوان٘گی
travelling, departure
[ Raam ke Ayodhya se rwangi ki khabar sun kar shahar ke bashindon ko gahra jhatka laga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'timaad
ए'तिमाद
.اِعْتِماد
confidence, faith, trust, reliance, dependence
[ Hamen do-tarafe shakhs par etimad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (taa'riif)
taa'riif
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone