Search results
Saved words
Showing results for "taar-e-ashk"
Meaning ofSee meaning taar-e-ashk in English, Hindi & Urdu
English meaning of taar-e-ashk
Noun, Masculine
- string of tears
Sher Examples
'hāfiz' kī chashm-e-tar pe nazar chāhiye zarūr
ye tār-e-ashk dekhiye dariyā na ho kahīñ
'hafiz' ki chashm-e-tar pe nazar chahiye zarur
ye tar-e-ashk dekhiye dariya na ho kahin
huuñ qatra-zan ba-vādī-e-hasrat shabāna roz
juz tār-e-ashk jāda-e-manzil nahīñ rahā
hun qatra-zan ba-wadi-e-hasrat shabana roz
juz tar-e-ashk jada-e-manzil nahin raha
hai junūñ faslī karo zanjīr tār-e-ashk se
taur par mere mirī tadbīr rahne dījiye
hai junun fasli karo zanjir tar-e-ashk se
taur par mere meri tadbir rahne dijiye
तार-ए-अश्क के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- आँसुओं का तार, रोने का सिलसिला
تارِ اَشْک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- مسلسل آن٘سو بہنے کا عمل ، آن٘سووں کا سلسلہ
Urdu meaning of taar-e-ashk
- Roman
- Urdu
- musalsal aansuu bahne ka amal, aansuu.o.n ka silsilaa
Showing search results for: English meaning of taareashk, English meaning of taareashq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa.ish
ज़ेबाइश
.زیبائِش
adornment, elegance, decoration
[ Shahar ke dukandaron ne bhi apni dukanon ki bahut achchhi tarah se zebaaish ki thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
musaafaha
मुसाफ़हा
.مُصافَحَہ
shaking hands
[ Pahle ham sulah kar ke musafaha karen aur dost aapas mein ho jaayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qumquma
क़ुमक़ुमा
.قُمْقُمَہ
bulb, globe made of lac containing the red powder, small electric bulb for decoration
[ Raashid ke shandar bangle ke upar se niche tak qumqumon ki ladiyan damak rahi thin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aanaqa
मु'आनक़ा
.مُعانَقَہ
hanging one another close in friendship or in fight, joining together, embracing
[ Jab aadmi kisi ke sath muanaqa kare to ye ehsas hona chahiye, ye shakhs to saraasar khushbu hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jafaa
जफ़ा
.جَفا
oppression, injustice, cruelty
[ Jafaa karne valon ka kabhi bhi koi achcha anjaam nahin hota, kyunki zulm aur sitam ke khilaf hamesha aavaaz uthayi jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ziist
ज़ीस्त
.زِیسْت
life, existence
[ Zist ki sab se badi haqiqat ye hai ki vaqt ka pahiya hamesha gardish karta rahta hai, aur har haal mein insaan ko aage badhna hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijr
हिज्र
.ہِجْر
separation, separation from beloved, absence
[ Tumhari hijr mein har din aise lagta hai jaise ek zinda lash hun, aur dil har lamha tumhein pane ke liye beqaraar rahtaa hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muKHlis
मुख़्लिस
.مُخْلِص
true, unfeigned, real, loyal, pure
[ Mukhlis dost hamesha mushkil vaqt mein aap ke sath khade rahte hain, chahe laahaat jaise bhi hon ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
furqat
फ़ुर्क़त
.فُرْقَت
separation (of lovers)
[ Vo din jab ham ek dusre se juda huye, meri zindagi ki sab se badi aazmaa.ish thi, aur furqat ka gham abhi tak mere dil mien zinda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sukuun
सुकून
.سُکُون
peace, rest
[ Shahr ki halchal mein sukoon aur aaraam ka eshsaas bahut kam logon ko nasib hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (taar-e-ashk)
taar-e-ashk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone