Search results
Saved words
Showing results for "taab-e-nazaara"
Meaning ofSee meaning taab-e-nazaara in English, Hindi & Urdu
English meaning of taab-e-nazaara
- tolerance for spectacle
Sher Examples
nazar ko tāb-e-nazāra na dil ko jur.at-e-dīd
jamāl-e-yār se yuuñ koī sharmsār na ho
nazar ko tab-e-nazara na dil ko jurat-e-did
jamal-e-yar se yun koi sharmsar na ho
tum ne muusā ko nāhaq hī taklīf dī lutf aatā agar yaad karte hameñ
jin kī āñkhoñ meñ tāb-e-nazāra na ho un ko jalva dikhāne se kyā fā.eda
tum ne musa ko nahaq hi taklif di lutf aata agar yaad karte hamein
jin ki aankhon mein tab-e-nazara na ho un ko jalwa dikhane se kya faeda
mohabbat ko kahāñ tāb-e-nazāra
javānī aap hī sharmā rahī hai
mohabbat ko kahan tab-e-nazara
jawani aap hi sharma rahi hai
ताब-ए-नज़ारा के हिंदी अर्थ
- देखने की ताब या सामर्थ्य
Urdu meaning of taab-e-nazaara
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of taabenajaara, English meaning of taabenazaara
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sabaa
सबा
.صَبا
the east wind, or an easterly wind
[ Baad-e-saba ke jhonke subh-savere khush-gavar lagte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pursish
पुर्सिश
.پُرْسِش
asking, inquiry, questioning
[ Kisi ki ghalti ke liye saza na sahi uske liye pursish to ki ja sakti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaabaash
शाबाश
.شاباش
shabash! bravo! well done! excellent!
[ Shabash, bete tumne itna achchha match khela ki aaj ji khush kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aubaash
औबाश
.اَوْباش
a bad character, dissolute fellow, profligate
[ Raju ka talluq to shareef gharane se tha lekin ghalat sohbat mein ghir ke wo aubash ho chuka hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-'unvaanii
बद-'उनवानी
.بَد عُنْوانی
corruption, malpractice
[ Aajkal har mahkame mein kuchh na kuchh bad-unvani ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-baash
शब-बाश
.شَب بَاش
one who stays (somewhere) for a night
[ Raju apne ghar ke liye sirf shab-bash hai sara din avara-gardi karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tursh
तुर्श
.تُرْش
sour, acid, acidic, acrid, tart
[ Sabhi tursh chizon mein vitamin C maujood hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sabaahat
सबाहत
.صَباحَت
fair complexion, brightness of face
[ Kuch chehron par aisi sabahat hoti hai ki nazar jam kar rah jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashyaa-e-KHurdanii
अश्या-ए-ख़ुर्दनी
.اَشْیائے خُورْدَنی
eatables, food stuff, provisions
[ Gaon ki ba-nisbat (in comparison) shahron mein ashya-e-khurdanii bahut mahangi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mulaazim
मुलाज़िम
.مُلازِم
servant, attendant, assiduous, diligent
[ Khalid ek auto compny mein mulazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (taab-e-nazaara)
taab-e-nazaara
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone