Search results
Saved words
Showing results for "siyaah-baKHt"
Meaning ofSee meaning siyaah-baKHt in English, Hindi & Urdu
English meaning of siyaah-baKHt
Adjective
- unlucky, unfortunate
Sher Examples
siyāh-baḳht fazāoñ meñ dil huā bad-zan
tirī zabān ke tevar haiñ āb-dār abhī
siyah-baKHt fazaon mein dil hua bad-zan
teri zaban ke tewar hain aab-dar abhi
vo siyāh-baḳht jo raat ko tire dām-e-zulf meñ phañs gayā
use aa ke vahm-o-ḳhayāl ke lage Dasne saikḌoñ naag se
wo siyah-baKHt jo raat ko tere dam-e-zulf mein phans gaya
use aa ke wahm-o-KHayal ke lage Dasne saikDon nag se
kab is siyāh-baḳht ne chhoḌā kisī kā saath
dasht-e-junūñ meñ saaya mirā ham-rikāb thā
kab is siyah-baKHt ne chhoDa kisi ka sath
dasht-e-junun mein saya mera ham-rikab tha
सियाह-बख़्त के हिंदी अर्थ
विशेषण
- अभागा, दुर्भाग्य
سِیاہ بَخْت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بد قسمت، برے نصیب والا
Related searched words
Showing search results for: English meaning of siyaahbakht, English meaning of siyahbakht
Disclaimer: This is Beta version of Rekhta Dictionary undergoing final testing before its official release. In case of any discrepancy, please write to us at dictionary@rekhta.org. or Critique us
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mu'aamalaat
मु'आमलात
.مُعامَلات
business, commerce, traffic, domains
[ Zaid ne Aslam se kaha main ghar ke zaroori muaamlat nipta kar tumhare sath chalta hun ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
yarGamaal
यर्ग़माल
.یَرْغَمال
hostage, bail
[ Yarghamal banaye gaye bachchon ko police ne badi hoshiyari aur mansuba-band tariqe se aazad karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pidar
पिदर
.پِِدَر
father
[ Bachche jab bolna sikhen to unhen pidar ka name batana aur yaad kara dena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
adnaa
अदना
.اَدْنیٰ
inferior, lowly
[ Adna darje ka kattha khane mein kadwa aur kasila hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushnuudii
ख़ुशनूदी
.خُوشْنُودی
favour, pleasure, delight, joy, happiness
[ Razamandi pidar (Father) ki khushnudi khuda ki hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sharaabor
शराबोर
.شَرابور
highly impressed
[ Ustad apne shagird ki khidmat se sharabor hue ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razaa-mandii
रज़ामंदी
.رَضا مَندی
consent, approval
[ Is baar pradhan tamam logon ki razamandi se muntakhab kiya gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamaa'at
जमा'अत
.جَماعَت
association, party
[ Beshtar jama'aton ke rahnuma ek-dusri jama'at ke khilaf sakht alfaz ka istimal kar rahe hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaami'a
जामि'आ
.جامِعَہ
university
[ Punjab aur suba shumal-maghribi ke Hindustaniyon ki ye derina aarzu hai ki unke liye ek mashriqi jamia qaaem kiya jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dahaa.ii
दहाई
.دَہائی
the figure ten
[ Sipahiyon ki taqsim dahaiyon mein hua karti thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (siyaah-baKHt)
siyaah-baKHt
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone